Logo

~ Khamooshi - Kis kis kee

haan na yeh masla shadeed masla meray saath bhi hai    

Posted on 10/17/2005 12:50:25 PM

maslay ka hul chahiye...


Posted on 10/17/2005 1:32:30 PM

huh neend...
ab tu mujhay bhi buhat ati hai
main tu ab 11 bajay maz 12 bajay so jaya karoon gi

Posted on 10/17/2005 7:06:18 PM

acha baat hey...

Posted on 10/17/2005 10:51:28 PM

acha irada hai dips ji

Posted on 10/23/2005 3:58:05 PM

neend to bahut aatee hay mujhe

Posted on 10/23/2005 7:01:42 PM

khamoshi jis kisee ki bhi hai humsafer,ager
khamosh rehney wala,
ziyada sochta hai
ziyada sochney wala mudabbir kehlata hai,
or mudabbir sahi or duroost faisla kerta hai,
or sahi faisla kerney wala bohot saree pareshaniyon se bach jata hai.

Posted on 10/23/2005 7:34:30 PM

mashallah

fragi - mudabir   

Posted on 10/23/2005 9:24:29 PM

nazar na lag jaye

Posted on 10/23/2005 11:59:19 PM

tu tum khamosh kab ho..
etna tu boltey ho fragi..
mudabbir merey jesey hotey hain...
jo aik saal ho gaya kam boltey hoye

Posted on 10/24/2005 3:08:10 PM

kam bolney waley ko budho bhi tu kaha jata hai na

Posted on 10/24/2005 3:17:17 PM

it means tum budho ho fragi

Posted on 10/24/2005 3:26:44 PM

but abhi tu apney kaha hai k aap kam bolti ho aur mein ziada

Posted on 10/24/2005 3:28:34 PM

nahi meree baat nahi kero ke main ne kiya kaha
main tu tumharee baat ke liye keh rahi thee

Posted on 10/24/2005 3:30:51 PM

but duniya ney maan liya hia k hum Mudaber hain

Posted on 10/24/2005 3:32:24 PM

3rd world kuch bhi tasleem karey koi faida nahi

Posted on 10/24/2005 3:37:47 PM

hawwwww tt ko 3rd world bol diya

Posted on 10/24/2005 3:41:09 PM

tt ko....


Posted on 10/24/2005 3:43:23 PM

haan na wohi tu hum ko sab sey pehlay mudaber maney wala tha

Posted on 10/24/2005 3:46:20 PM