mera wajood hai
azeeyaton ki qaid main
mera zehan hai
sochon ki qaid main
mujhay hai to bas ik aasra
meri maan ki ujli si yaad ka
main nahin hun mager ohir bhi
main ik azziyat-e-na tamaam
main ik khamashi-e-be naam
main ik masti-e-bad naam hun
hai wajood mera kanton ke hisaar main
bad mast masti ke jawar main
main hun be hison ke diyaar main
her pal hoon teri yaad ke khumaar main
mujhay chair na ay purnam fiza
main hun sho'ala ik dehakta hua
main dukhon ki aag
main hun tapi hui
mujhay sard na ker or jala
aye "Khuda-e-laazawal"
rok de is baarish ko
is ki her boond se phat'ta hai aabla
jo ye baras gai meray wajood pe
ye phat parai ga lawa numa
bas ik nazr-e-karam ker
meri maan ki is "lehad" per
ker roshan us ki "lehad" ko
ker baghbaa(n) us ki rooh ko
bakhsh de her khata us ki
razi ho jaa us se "ger ranjoor" ho
raahat kada main de jaga
apne reham se usai ay "Khuda"
hai ik gunah gaar ki ye iltija "ger manzoor" ho
Teri KhamOshi Ko Tera Ezhar Samjhta HoON
Teri Wafa Ko Tera Piyar Samajhta HoON
Nazron Main Tere Didar Ki Umeed Rakhta HOoN
Main Piyar Sirf O Sirf Tum Se Karta HOoN
Naam Tera Subha O Sham Meri Zuban Par HO
Tu Chahe Jab Kabhi Bholna Mujhe........
Yadein Meri Tera Thikana HoON............
Ansoo Mere Piyar Ka Tere Afsana HoON
Tune Jo Kiya Khuda Kare Tujhe Ehsaas Ho
Jo Mile Tujhe Saza Teri Wafa Ki Sanam
Yadein Meri Bus Tera Thikana HOoN......
Or Ye Hi Meri Wafa Ka samar Ho....
Yaad Rahe Tumhain Ye Baat Sanam....
Mar Jaonga Mit Jaonga Main Lekin..
Tumhain Dil se Main Bhola Na PoangA
Main Teri Nadani Ko Saza De JaongA
Naam Tera Lahu Se Main Likh JaongA
~*~*~*~*~*~*~*~ KIYU KE ~*~*~*~*~*~*~
Teri Khamushi Ko Tera Ezhar Samjhta HOoN
Teri Wafa Ko Tera Piyar Samajhta HoON
Nazro Main Tere Didar Ki Umeed Rakhta HOoN
Main Piyar Sirf O Sirf Tum Se Karta HOoN
Mujhey Talash Hai
Na wo farishta ho na farishtey jaisi ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisi ho
Merey kholos ko pehchanti ho bus kafi hai
Wo koi bhi ho kahin bhi ho kesi bhi ho
Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisi ho
Meri khatir marney ka hosla bhi rakhti ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to
Muskra key manayee woh aisi ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey
Iradon mein woh apney chatanon jaisi ho
Dukhon mein hansney ka hunar janti ho
Ik aisa hamsafar jo samandar ki tarah gahrah ho
Us key piyar ki thandak ho merey liye aisi
Key wo to bilkul aasman kai chand jaisi ho
Woh sirf meri ho jo nigahon mein haya rakhti ho