Baadshah dear,
jub maine chk kiya tha tub aish ka naam nahi tha
tum ne edit kiya ho to .............. wht can i say.
hmm hosakta hai meri hi mistake ho. chalo tumhy pts dey deti hon.
sc yeh game srk kai name kardo ki wohi khelay humare kia zarorat hai
wesey kuch arsa pehly aati to shahrukh ka naam nahi letein.bcz wo is session mai hi regular hain.
cheety dear main nahin khailti
workin days main tum do do din nahin aati aur sunday ko tum do do baar Qs post kerti ho
main nay kaha bhi tha kay aik din main aik baar Qs do
nahi sweetoo! tum nahi I to mera kiya bany ga??
apse nahi phocha na bola haisc yeh game srk kai name kardo ki wohi khelay humare kia zarorat hai
aap ati nahi ho![]()