Logo

POOR N RICH









">



WHY SO DIFFERNCE?

Posted on 12/26/2005 12:48:27 PM


Posted on 12/26/2005 12:50:17 PM

ye difference ALLAH TA'ALA ne rakha hey...
ameeron k shukr ka imtehaan aor gahreebon k sabr ka imtehaan hey...


Posted on 12/26/2005 1:02:54 PM


Posted on 12/26/2005 1:12:16 PM

udaas kion hain rapunzel jee..
aap jab bardi ho jao gi to jitna aap se hua ghareebon ki madad karna..


Posted on 12/26/2005 3:10:22 PM

yes

Posted on 12/26/2005 6:13:00 PM

gud luck rapunzel

Posted on 12/26/2005 6:49:52 PM

ALLAH ne bhi difference rakha hi he.but its largely because of our unfair system of distribution of wealth and resources that has led to such a great difference

Posted on 12/27/2005 4:58:16 PM

farq kyun hai is per ghour kay saat apni had tak hi sahi is ko kam kernay ki koshish kerni chahiye

Posted on 12/27/2005 5:04:14 PM

muslim:
gud luck rapunzel

thanks

Posted on 12/27/2005 8:52:21 PM

nikama:
ALLAH ne bhi difference rakha hi he.but its largely because of our unfair system of distribution of wealth and resources that has led to such a great difference


right Nikama this si all coz of our sysytem(stupid sysytem)

Posted on 12/27/2005 8:55:55 PM

QUEEN VICTORIA:
farq kyun hai is per ghour kay saat apni had tak hi sahi is ko kam kernay ki koshish kerni chahiye


u r right Qv

Posted on 12/27/2005 9:05:18 PM

nikama:
ALLAH ne bhi difference rakha hi he.but its largely because of our unfair system of distribution of wealth and resources that has led to such a great difference


wo e na.. k ameeron ka bhi imtehaan hey k wo apni dolat main se ghareebon ko unka hissa dete hain ya nahi...

Posted on 12/28/2005 1:38:57 PM

hmm

Posted on 12/28/2005 5:39:58 PM

haan baat to sahi kahi doc.ne

Posted on 12/28/2005 7:47:50 PM

Allah insaaf kerta hey.

Posted on 12/28/2005 7:48:00 PM

per lazmi nahin k is dunia main hi kare

Posted on 12/28/2005 8:16:14 PM

isi liyay kaha gaya hai 5 ungliyan barabar nahin hoteen... ya Allah ka nizam hai ya wohi bahtar janta hai k aaisa kyon hai... Allah ki zat sab janti hai wohi janta hai kyon k us nay ya nizam aaisay hi banaya hai

Posted on 12/28/2005 8:19:55 PM

nikama:
per lazmi nahin k is dunia main hi kare


hmm right

Posted on 12/28/2005 9:22:09 PM

~Mysteriousgal~:
isi liyay kaha gaya hai 5 ungliyan barabar nahin hoteen... ya Allah ka nizam hai ya wohi bahtar janta hai k aaisa kyon hai... Allah ki zat sab janti hai wohi janta hai kyon k us nay ya nizam aaisay hi banaya hai
ager hum sab yehi soch ker beth jain to phir dunia jahanum ban jay.ALLAH ne insan ko aqal di he take vo apne liay aisa nizam evolve kare jo fair and just ho

Posted on 12/28/2005 9:28:35 PM

~Mysteriousgal~:
isi liyay kaha gaya hai 5 ungliyan barabar nahin hoteen... ya Allah ka nizam hai ya wohi bahtar janta hai k aaisa kyon hai... Allah ki zat sab janti hai wohi janta hai kyon k us nay ya nizam aaisay hi banaya hai


EdHI SAHIB bhi tu hain na

Posted on 12/28/2005 9:28:52 PM

duniya main achay log hain achi lardki..

lekin aatay main namak k barabar...




Posted on 12/28/2005 9:30:28 PM

BadShaH1:
Allah insaaf kerta hey.


right

Posted on 12/28/2005 9:33:58 PM

this shows we should be thankful for what we got

Posted on 12/29/2005 10:05:03 PM

yup,definitely

Posted on 12/29/2005 10:25:04 PM

right b-razi

Posted on 12/30/2005 8:26:31 PM