Logo

’ me darr gai ’

haan yay to tumhain achii tara pata hoo ga
rapunzel:
Churail kabhi neek nahi hoti

Posted on 1/24/2006 8:08:13 PM

haan aur kiya asii leay main nain kuch kaha nahii opss i mean us nain
SALL:






haan na HH,, me ne bhi yehi socha k jinn hoga par naik wala, tabhi uss ne kuch kaha bhi nahi
hehehee...

Posted on 1/24/2006 8:08:42 PM

bronnnnnnn
aap bass chup kar jaooooooo





HH
humein kuch shak sa ho raha hai
jinn kahin tum to nahi

Posted on 1/24/2006 11:47:29 PM

SALL:
AAAAAAAAaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa....

uuuuu CF, tum ko to naaaaaaaaa....

Allah kare tum sab ko itne drawne khaab a'ain aaj raat k maza aa jae


arye sall yar main ne kya kia
main to masoom sa bacha main ne kiya ker diya






SALL:
aaj to balke me ne uss ka wait bhi kiya,,


looo tab ke hadsye kee baad woh atta hia dobara darnye
yar khud hi socho

Posted on 1/25/2006 1:11:09 AM

rapunzel:
Churail kabhi neek nahi hoti



han rap se poocho
yeh un ko certification jo deti hia

Posted on 1/25/2006 1:13:50 AM

SALL:
bronnnnnnn
aap bass chup kar jaooooooo




Nahin Keroon Ga To Kiya Ker Lo Gi Bay

Posted on 1/25/2006 12:55:01 PM

SALL:


abhi thori deir pehle
thora sa dari par............





kya hua Sall..aap kion dar gayien..?

Posted on 1/25/2006 8:21:38 PM

Apne Aap Ko Jo Ayne Main Dekh Liya Tha SALL Ne Issi Liye Dar Gayee Bechaari

Posted on 1/26/2006 5:30:53 PM