Logo

"" Maa k pairon tale ??

is that true k "maa k pairon taale jannat hoti hai"

mujhe hamesha iss baat pe doubt raha hai, beshak hadees aur Quran iss ki taeed karte hein
par iss simple se jumle k peeche kuch matlab to hoga na

kya jahil, bewakoof aur zalim aurat maa banne k baad jannat ki haqdar ban jati hai





plz dont copy paste any ayat aur hadees
im not challenging anything,,, just need an explanation

Posted on 4/28/2006 2:14:23 PM

shayad samjhane mei galti ho gai,, ya kehne mei
hadees pe doubt nahi hai iss k matlab pe hai

koi explain kar de to behtar hai

Posted on 4/28/2006 11:23:24 PM

its so simple yaar,maan k qadmon tale aulad ki jannat he,maan ki apni nahin,matlab aulad ager maan ki khidmat kare to jannat ki haqdar ho gi.sirf maan ban jana jannat main jane k liay kafi nahin

Posted on 4/29/2006 4:55:56 PM

nikama

n hum kon hoty hain yah judgment karny waly k ,koi jahil,zalim,bawqoof hai ... har insaan ki apni values n sochny k treqqa hota hai so kisi ko yah words bhi nahi kehny chiyah .yah allah bethar judge kartaa hai k kon jahil,bawqooof,zalim hai humray tu bus idea hota hai jo hamisha hum dosrooon k bary mai lagtaty hain apny bary mai nahi

n janat......
ager mai 5 times apni prayers kartaa hooon so its mean k mai janat mai jaooon ga .....pata nahi.... yah Allah he jantaa hai muft mai kise ko yah kehna k koi janat mai jaya ga yah hell mai sub say bara ghunah hai
so is baat pay doubt karnaa us say bhi bara ghunaah
so plz dont try to be a modren muslim

n maa maa hoti hai .....


mai by God post nahi karna chathaa tha is topic mai but after reading muj say raha nahi gaya
sorry for dat

Posted on 4/30/2006 12:41:36 AM

nikama:
its so simple yaar,maan k qadmon tale aulad ki jannat he,maan ki apni nahin,matlab aulad ager maan ki khidmat kare to jannat ki haqdar ho gi.sirf maan ban jana jannat main jane k liay kafi nahin

thnx nikama,, i got it now

one more thing,, maa ki tabedari sirf uss wakt tak jayaz hai jahan kissi aur ko takleef na pohonche
ya koi limit nahi ????
well i know the answer,, but still..


like ive been listening to things like (matlab k kissi k saath aisa hua hai)
"do it or i wont let u see my face the day i ll die"
(kitni filmi amma hein na)

Posted on 4/30/2006 1:08:44 PM

Gee-Z:
nikama

n hum kon hoty hain yah judgment karny waly k ,koi jahil,zalim,bawqoof hai ... har insaan ki apni values n sochny k treqqa hota hai so kisi ko yah words bhi nahi kehny chiyah .yah allah bethar judge kartaa hai k kon jahil,bawqooof,zalim hai humray tu bus idea hota hai jo hamisha hum dosrooon k bary mai lagtaty hain apny bary mai nahi

n janat......
ager mai 5 times apni prayers kartaa hooon so its mean k mai janat mai jaooon ga .....pata nahi.... yah Allah he jantaa hai muft mai kise ko yah kehna k koi janat mai jaya ga yah hell mai sub say bara ghunah hai
so is baat pay doubt karnaa us say bhi bara ghunaah
so plz dont try to be a modren muslim

n maa maa hoti hai .....


mai by God post nahi karna chathaa tha is topic mai but after reading muj say raha nahi gaya
sorry for dat

i dont mind ur comments,, but u r right aap ko shayad wakai post nahi karni chaiye thi coz u didnt get this topic



im not judging anybody here,,
aik sawal hai jiss ka jawab chaiye tha,, just to know k me kal apne bachon se kya kuch aur kaise manwa sakti hu


i know ma maa hoti hai,, par me sirf apne bache ki maa hu sari dunya ki nahi,,
ho sakta hai jo mujhe apni aulad k liye sahi lage woh bohot se logon liye museebat ka ba'is ho,,
i have to think abt it, and shd do all other mothers

wot is a MODERN MUSLIM ??

Posted on 4/30/2006 1:12:51 PM

thanx u wont mind ma comment...n i got wat u said very well...


dekho ager sach baat karooon tu next generation k Allah hafiz hai ...
bus pray karo k ur kid acchy hooon cz bauth say meri thran acchi taleem o Tarbiyat waly bhi bigray huay hain bus...is liya sub ppl ki thran yah nahi kahooon ga k Acchi taleem o tarbiyat karo ...

now u r right k maa maa hoti hai ....
yup if u kno k woh tumhari alud k liya accha hai woh kise aur k liya bura hai tu .then its up to u mean person to person very karta hai k woh kiya kary ga .ma apni alud k kushi k liya khuch bhi kar sakti hai ...xcpet Amitab bachan k maa cz she is wonderful maa .....
..so ji aub tu maa ki mumta bhi kum hoti ja rahii hai mean mery kids ki maa aur sub mery age fellows k kids apni maa ki woh mumta nahi dekh sakian gay jo hum na dekhi hai


Modren islam .... so much bizzy but topic banooon ga is pay bhi

Posted on 4/30/2006 2:18:43 PM

Allah miyan harr aik generations ka hafiz hai
sirf next generation ka kyun ??

agar hamare baron se galtiyan hui hein to we shd say it and shd not repeat them,, apni galti maane mei koi burai nahi hoti,,


no offense plz
par apni maa harr aik ko achi lagti hai
aur apne bachon ki maa uss se kam
shayad halaat ki kharabi ka ba'is yehi soch ho
cheerz


maa apni aulad k liye SAB KUCH besehak na kare
bass usse khudgarz aur buzdil na banne de aur sachai ka rasta dikha de,, yehi kafi hai
aulad ka hisab hoga,,, aur sab se hoga,, mujh se bhi
rehmat (beti) ka na sahi par naimat (bete) ka to zaroor hoga
uss wakt yeh kehna k imma MOTHER and i love my kids a lot,, wont b enuff

Posted on 4/30/2006 2:30:55 PM

very right

no doubt hum sub ko try karna chiyah ....but sirf moun say acchi acchi baatian nahi karni chiyah implimentaion hona chiyah

rahi baat apni mom ki aur apny kids ki mom ki
tu sall ji i m sure ap ko khuch bhi nahi pata. u kno aj kal k dulahooon ki asal mom un k kids ki mom hai mean woh apni wife ki respect apni mom say zaida karty hain bulka in pak ghar say nikalalty hi nahi bul k zalil kar k nikaltay hain after shadi apni moms ko,

har village,city town mai yah hi story hai n its really hurts plz hum sub ko apni mom ki zaida izzat dayna chiyah as compare 2 our wife

u kno aj kal k sub larky joro k ghulam hain ...but is baat ko accept koi nahi kartaa .

baqi koi apny kids k haathoon mai bandooq nahi daytaa sub parents ki wish hoti k humari alud achhhi ho .aur sub parents un ko sub acchi baatian bataty hain ......


Posted on 4/30/2006 3:49:18 PM

we only believe in wot we see
i ve seen atleast 2 cases in last 2 weeks where husband beat up badly his wife just coz his mother wanted it

shadi mei miyan/bv mei barabri hoti hai,, koi kissi ka gulam nahi hota
mard ko Allah ne nigran banaya hai,, Khuda nahi

baat bandook dene ki nahi hai
par apne faide liye jhoot bol dena to sab parents apni aulad ko sikhate hein,, indirectly hi sahi
money making machines bhi parents hi apni aulad ko banate hein
burai sirf bandok to nahi hoti


khair,,,,,,,,,,,,,,
stay with the topic

Posted on 4/30/2006 6:18:14 PM

No Comments
n 100 mai say 2 cases asiya hoty hain jasiya ap na kaha ok
after 20 years apny ap say asiya Q karna ok

App k Allah hafiz hai

apny facts n figure theek karian then koi asii nazak baat forum pay kiya karian ok

holla

Posted on 4/30/2006 9:02:20 PM

SALL:


one more thing,, maa ki tabedari sirf uss wakt tak jayaz hai jahan kissi aur ko takleef na pohonche
ya koi limit nahi ????
well i know the answer,, but still..


maan ki taedari sirf us waqt tak jaiz he jab tak us k orders khuda aur rasool k orders se mutasadim na hon.ager wo koi aisi baat kahe jo jaiz to ho mager us ka kerna munasib na ho to phir apni marzi

Posted on 5/1/2006 11:21:28 AM

Gee-Z:
No Comments
n 100 mai say 2 cases asiya hoty hain jasiya ap na kaha ok
after 20 years apny ap say asiya Q karna ok

App k Allah hafiz hai

apny facts n figure theek karian then koi asii nazak baat forum pay kiya karian ok

holla

im asking this question to myself right now
coz may b after 20yrs me sathya jau

(dont think that im hving some pb in my family, Allah na kare)

facts and figures aap apne theek karein,, u dont need to find vv far
go to lhe civil hospital and compare the number of "injured" mothers / daughters in law

Posted on 5/1/2006 7:08:06 PM

nikama:
maan ki taedari sirf us waqt tak jaiz he jab tak us k orders khuda aur rasool k orders se mutasadim na hon.ager wo koi aisi baat kahe jo jaiz to ho mager us ka kerna munasib na ho to phir apni marzi

sahi,, mera bhi yehi khyal tha

matlab k guyz who destroy their and their wives life cant say "me apni maa k liye kuch bhi kar sakta hu"

Posted on 5/1/2006 7:09:49 PM