1-Jab tak tu apne dil ki baat mujhe samjhayegi
  meri shaadi kahin aur ho jayegi
2-Bill submit karte karte hum to bor ho gaye
  Kya karege yaaron hum to 'Bill'able ho gaye
3-Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai
  Laila ghar mein aur majnoo jail mein hote hai
4-Pyar to tum par mujhe bahut aata hai
  Par kya karu Tera baap beech mein aata hai
5- Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki
   laga do in projects par baazi apne jaan ki
6-Ghayal hai scanner mera , koi dava to dila do
  Kuch na sahi to bas ek mail - id dila do.