- Ghar mein do javaan betiyan hain
  - lo...muh meetha kar lo
  - mein yeh shaadi nahin hone doongi
  - aaj pinky ka janam din hai
  - yeh aap kya kah rahen hai, bhai sahib
  - Bhaiya !!!!!!!!!!
  - Ma, tum kitni achchi ho
  - Aaj mein bahut khush hoon (usually to be followed by a tragic turn of
 events)
  - arre isse to tez bukhar hai
  - Nikal jaa mere ghar say...
  - Hatoe naa, log kiya kahengay
  - khabardaar joe mujhay haat bhee lagaya and the best:
  -  tumne apni ma ka dudh piya hai to ...
  - jug jug jiyo beti/beta
  -  gurkha, ise dhakke maarke bahar nikal do.
  - Maine tumhe paal pos kar bada kiya..
  -  Ab tumari maa hamare kabze main hai
  -  Pulis ko tum jaise naujawanon par naaz hai
  -  Driver, gaadi roko
  -  Tum jaise gandi naali ke keede....
  -  Ek baar mujhe maa keh kar pukaro beta"
  -  aur ye bechari begunnah hai. That's all, your honor
  -  tazeerat-e-hind , dafa 302 ke tahat, mulzim ko maut ki saza sunai  
  
  
 
jaati hai.