kajjuuuuuuuuuuuuuuuu
khud ko sach sabit karna tab theek hai jab k aap wakai SACH ho,, otherwise i consider it as a LIE,, chahe koi bhi ho :)
see in ur example,, its exactly wot our parents do.. aur me yehi kehna chah rahi hu k agar bachpan se yeh tarbiyat mile k jhoot pe arr jao to wot do u expect from ur children k woh bare ho k kya reer maar lein ge ??
u r rite,,, best solution is to discuss pbs,,
galti hum mei bhi hai and i already said it,, magar ab mujhe shayad iss liye zyada clearly samajh aane lagi hai coz imma mother myself,, agar me apne bachon ko koi baat bachpan se sikhau gi nahi,, agar me unhein itna confidence nahi du k woh galt ko galt keh sakein aur sach pe kayam rahein to kaise maloom hoga unhein,,
ya to woh ehsas e kamtari ka shikar honge ya phir ehsas e bartari ka (which is quite the same thing)
u said most of the time parents are right,, han shayd yeh baat theek ho,, but masla yeh hai k they dont even know y did they take this or that decision,, if they could explain clearly to shayd bachon ko samajh aa jae,, par nahi,, they only say a word "do it coz im saying it"
galti dono generations mei hai
par hamare buzurg ab aisi age mei hein k shayad unhein apni galti samajh bhi nahi aae gi,, so unn se insist karna behes karna shayad fazool ho,, par yeh matlab bhi nahi k sab bhool k beth ja'ain hum
agar koi galti repeat nahi karni to usse samajhna zarooori hai,, and thats the reason of this topic
kaju yarrr,, itna serious batein nahi kiya karo