shuker hai dr sb nay Zanana guftagoo kay saath TT ka naam nahin likha
waisay dr sb main nay to abhi tak yahi daikha hai aap ko khasa interest rehta hai 'zanana topics' main hai na sall
TT oopss ye zara mushkil kaam keh diya
dhiyan to main nay diya tha zaroor
aap nay royal blue T shirt pehni hui thi na waisay plz don mind mujhay abhi kuchh yaad nahin aaraha main to sall hi ko daikhti rahi