Logo

Teri Yaad

Aab teri yaad tere zikar say dar lagta hai
moam kay pare par sholon ka sumar lagta hai

Posted on 6/10/2006 10:12:17 PM

abb teri yaad tere zik'r saY dar lagta hai
Bhai Admin, teraY aanaY saY hammaiN dar lagtaa hai

Tu jo chaahaY tau dar-e-gupshup hilaa kar rakh daY
Teer-e-nazar saY teri, har ik yahaaN mar saktaa hai

Jo Teri naza'r-e-karam ho kabhi kissi pe saaqi
Woh insaaN (?) phir yahaaN sub pe asar rakhtaa hai

Har ik shakhs yahaaN tujh pe mar saktaa hai
woh bhee hai muskaata, jo dil maiN makar rakhtaa hai

"TeraY aanaY saY jo aa jaati hai moo pe ronaQ"
woh samjhtaY haiN ke yeh shakhs baRa "Karr-O-far" rakhtaa hai

Posted on 6/10/2006 10:12:46 PM

Kabhi jaanaY waaloN kaY peechaY naa jaanaa
Kabhi aanaY waaloN kaa rastaa naa taknaa
Kay jaanaY waaloN naY kabhi aanaa naheeN hai

Posted on 6/10/2006 10:12:58 PM

Dil per kisi ka jabbar nahi hai
is per to apna bhi Asser nahi hai
samjhain to kis ko , batlain to kis ko
k in rastoon per ab koi Apna nahi hai

Posted on 6/10/2006 10:13:08 PM

don post continuosly dear


nice collection

Posted on 6/13/2006 7:41:37 PM