drama abhi khatam nahi hua![]()
y do u want k log tum ko mazloom samajh k hamdardi jata'ain
![]()
![]()
![]()
![]()
koi zararoot nahi hum ko hamdardi kee ..
but atleast sab ko pata tu ho k kiya galat hai aur kiya sahi
waisey bhi is type ka yeh last topic hia ..
us k baad a reborn fragi is here
but us ko atleast hisab tu dena hoga
sab ko to wohi pata hoga na jo k AAP batao ge
to kya maloom woh sahi hai k galat
![]()
![]()
![]()
jo galat hai wohi apney aap ko chupa raha hai na
sab kuch biyan kar diya
aap ne kis se kya kuch chupaya
who knows
![]()
mera saman mujhe ko wapis kar k jana tha
tumharey saath guzarey hoye eik eik min ka hisab deker jana tha
eik eik pal kee hansi ka hisab de ker jana tha
eik eik pal key ansu ka hisab de ker jana tha
meray saath guzarey hoye her eik min ko wapis kar k jana tha
yaddon mein itna kuch kiyon chor diya hai k mein zinda bhi nahi reh sakta
woh sara wakt wapis kar k jana tha
woh piyaar wapis kar k jana tha
woh ansu wapis kar k janey they
woh hansi wapis kar k janee thee
woh khushian wapis kar k janee thee
woh aitebar wapis kar k jana tha
woh eiktedar wapis kar k jana tha
woh rat jagey wapis kar k jana tha
woh barishoon k mausam mein kiye piyar ko wapis kar k jana tha
woh din wapis kar k jana tha
woh raatien wapis kar k jana tha
ooooo saaathi rey ......
BEWAFAI mein eik Aala naam paya hai aapney