Logo

a dil a dil a dil ............. a dil

bohat jitatay ho pyar hum se.
kya kar sako gay nibaah hum se
a dil a dil a dil a dil...

an old song.. probably having Govinda in video...
can sum one tell me the movie name..?

Posted on 8/16/2006 8:39:29 PM

here it is



aadmi khilona hain

Posted on 8/16/2006 9:24:51 PM

o o .....
ho ho ho ....
bahut jatate ho chah humse -
karoge kaise vivah humse
aye dil - 8
kasam khuda ki yahi kahunga -
tumhare bin main na jee sakunga
aye dil

yeh dard kya hain karaar kya hain
tumhe pata hain yeh pyar kya hain
deewana pan hain deewangi hain
suna hain maine yeh bekhudi hain
wafa ki raaho mein jalna hoga
kahi gire toh sambhalna hoga
sulagte sholo pe main chalunga
wafa ke rango me rang lunga
aye dil -
nazar mein chehra taraash lunga
tumhari saansein ki pyaas lunga
yeh khwaab itna hasin kyon hain
tumhe wafa pe yakeen kyon hain
meri toh khwaahish tumhari chahat
mujhe bhi kab se tumhari hasrat
milao na yu nigaah humse -
ho jaaye na kahi gunaah humse
aye dil
zamana humko karega ruswaah
jara bataao karoge tum kya
mujhe na ruswaai ka koi darr
tumhe toh chaha hain apne dam par
kisine humko juda kiya toh
khushi ke mausam mein gam diya toh
zamane ke saare gam sahunga -
na dur ab tumse main rahunga
aye dil
bahut jatate ho chah humse
karoge kaise vivah humse
aye dil -

Posted on 8/16/2006 9:28:13 PM

veer_zaara:
here it is



aadmi khilona hain



yes right

Posted on 8/17/2006 11:52:19 AM

veer_zaara:
o o .....
ho ho ho ....
bahut jatate ho chah humse -
karoge kaise vivah humse
aye dil - 8
kasam khuda ki yahi kahunga -
tumhare bin main na jee sakunga
aye dil

yeh dard kya hain karaar kya hain
tumhe pata hain yeh pyar kya hain
deewana pan hain deewangi hain
suna hain maine yeh bekhudi hain
wafa ki raaho mein jalna hoga
kahi gire toh sambhalna hoga
sulagte sholo pe main chalunga
wafa ke rango me rang lunga
aye dil -
nazar mein chehra taraash lunga
tumhari saansein ki pyaas lunga
yeh khwaab itna hasin kyon hain
tumhe wafa pe yakeen kyon hain
meri toh khwaahish tumhari chahat
mujhe bhi kab se tumhari hasrat
milao na yu nigaah humse -
ho jaaye na kahi gunaah humse
aye dil
zamana humko karega ruswaah
jara bataao karoge tum kya
mujhe na ruswaai ka koi darr
tumhe toh chaha hain apne dam par
kisine humko juda kiya toh
khushi ke mausam mein gam diya toh
zamane ke saare gam sahunga -
na dur ab tumse main rahunga
aye dil
bahut jatate ho chah humse
karoge kaise vivah humse
aye dil -




ma jata ta mager
majboori hai
hai na Zara

Posted on 8/17/2006 12:09:23 PM

ooooh thanks Zara...

Posted on 8/17/2006 1:23:28 PM

chalain jee ab aik aor song ka pata bhi chalaien..
ye song itna purana nahi hey jitna "a dil" wala song hey.
mujhe is k baray main kuch zyada is liye nahi pata k main ne isay buss aik do baar e kahien suna tha..

Tum hi tum ho meri nigaahon main
Tum ko maanga hey duaon main
Dil se aati hey sada
tum hi ho pyar mera
Rabb ne bheja hey tumhain.. duniya main mere liye..

ye aik indian song hey aor buss is se zyada mujhe nahi pata.. lekin mujhe bohat pasand tha,,,

Posted on 8/17/2006 1:26:00 PM

ok i m trying

Posted on 8/17/2006 5:20:25 PM

zara aap ko pata hey..?

Posted on 8/18/2006 8:06:37 PM

let me try

Posted on 8/18/2006 8:08:52 PM

shahrukh khan:


sleepy?

Posted on 8/18/2006 8:09:29 PM

pata karain na..

Posted on 8/18/2006 8:31:52 PM

AOA Dr Sam.how r u

Posted on 8/19/2006 6:13:10 PM

Hai.Sam u r a Dr.......thanks......plz ANS me...

Posted on 8/19/2006 6:16:14 PM

nahin dr sb aaraam ker rahay hain don disturb him
bara maray ga

Posted on 8/19/2006 6:32:52 PM

Gohar:
AOA Dr Sam.how r u


Wa Alekum Assalam... i m fine.. Alhamd-o-Lillah..

Gohar:
Hai.Sam u r a Dr.......thanks......plz ANS me...


Well.. Mr. Gohar, i m going to be a doctor.. student of MBBS...
(aap ne ilaaj karwana hey... )

Posted on 8/19/2006 7:57:55 PM

nice song,,, suna hua hai
its inspired by a ghazal of Insha

Posted on 8/22/2006 4:09:43 PM

insha ki kon c ghazal..

Posted on 8/22/2006 7:25:01 PM