question yeh he k urdu ko aane wale waqton main sruvive kerne k liay aur apna jaiz haq dunia ki bari zubanon main hasil kerne k liay kya is main koi changes lane chahiay the way it is written or spoken aur ager hum jis tarah roman internet aur mobiles per use kerte hain what if we start publishing classic urdu literature in roman as well in this way millions of indians and pakis who have been brought up and are living in other countries will be able to read their own language
Pakistani's ...jessa bhi ho,jidher bhi ho,he cannot stop speaking Urdu.han Sms,messaging,chats etc ye seb urdu language ko destroy ker rahi hain....ager facility english mai ha tu english mai likho..or ager urdu mai tu urdu mai..NOT LIKE I AM DOING...
yaro urdu abhe set hai kuch nahin huwa jisay yakeen nahin ata meray say thodre guftoshned karlay ager usay zehmat na ho to main usko sare urdu gramer samgha donga or uske tabeyiat ko bhe nagawar nahin guzrayga