shahbaz shareef
haan be
kyu part time tabla bajati hai kya woh aapki tind pe??
ohooo acha
cf tune bataya kya isko maine to kuch nai bataya teray baray mei
wah cf msn pe khetay ho kissi ko na batao aur ab khudi aylan kar rahay ho acha nai hai cf
oye main ne kuch nahi kaha yara
tension kyon leta hia
jo kaha hai wohi ho ga