Logo

Payar Kay 2 bool...

wt is the importance of these 2 boolss

Posted on 12/2/2006 6:55:01 PM

in 3 bolon ki baat nahi ho rahi

payar k 2 bol jo kisi k saath bhi bolay ja sakty hon..

Posted on 12/4/2006 6:59:59 PM

wah king jee kiska asar hua hai

Posted on 12/8/2006 8:25:19 PM


Posted on 12/9/2006 4:54:32 PM

KING OF JB:
Hmm piyar k do bol ya to ya bol kisi ki zindagi bana daytay hain ya kisi ki zindagi ujar daytay hain lefzo main wo takat hotti hain jis ka andaza hum nahi laga saktay zera soocho k manay jo ya sub likha han es main tumhain duniya jahan k rung nazer aey gay kahnay ko to ya bol bayjaan see cheez hain jo likhay hain manay lakin ager gor kero to ya ek jandar cheez hain lafzo k sath zinda nazer atay hain

oyee ya sub manay likha



buhat suchi aur gehri baat ki aap ne king,ye 2 bol ager zindagi sanwarey tu us se khubsurat zindagi koi nahi ager ye 2 bol zindagi ujarey tu phir zindagi main kuch nahi bachta

Posted on 12/9/2006 8:42:04 PM

wow king kya baat hai arey javad bhaaaaaaaaaai ye king ko kya ho gya hai ye tu buhat samujhdar ho gya hai yani ye bacha tu kafi bara ho gya hai kya khiyal hai paa jee

Posted on 12/10/2006 3:09:02 PM

abay oo.. tum log b na aik dum dufffr ho..

Posted on 12/16/2006 6:09:45 PM

~CHANDNI~:
KING OF JB:
hum say seekho


tumhay aty hay???


yup is ko logon ko chaker dena atye hain

Posted on 1/4/2007 12:25:46 AM


Posted on 1/4/2007 1:45:40 PM

javad ko chaker ab nahi ayen gayen tu kab ayen gayen

Posted on 1/4/2007 8:28:37 PM

ye bhi hai..

Posted on 1/6/2007 6:07:02 PM

han yar

Posted on 1/25/2007 3:22:06 AM

kia han nahi laga rakha hai.. koi dhang ki baat nahi tum logon k pas

Posted on 2/2/2007 6:27:46 PM

nahi

Posted on 2/5/2007 2:29:07 AM