han mujrim ki post hy kuch na kuch to hona hi hota hy is ki post ko dykh ker kion mujrim theek keha na![]()
mujrim se kuch bhi tawako ki ja saki hai
haan wohi wohi
acha
NB jee
kahan hai be tu yaar
to bolona chorni thi woh
socha thaa mutthi main aik anghooty aur anghooty main ussai kaid karlonga per woh tu mujhe hii choona laga gayiii
Sorry Tumharay Ghum mainn Haassa nikal gaya mera
itni menhgi...ab agar woh kahin mil jaye...tou uss ki ungli hi utaar lena
Bewafa sanam
khair hai jo hota hai achay ke liye hota hai