hye hye kya School life yaad kerwa di Rehan Miann.....
Class 9th...Roll No. 14....Rizwan Iqbal...
Teacher: Shakeel Saheb
Teacher nay Ghazal sunayee ...aur rizwan saheb ki Hiss-e-Tabah Aazmayee Pharak uthi
"Mujhay Kal Gali mainn Para Hua, Kisi Ajnabi ka Khat Mila"
"Kahin Khoon-e-Dil say Likha Hua, Kahin Aansoo'onn say Mita hua"
Mainn Hairaan hoon iss baat per, Mujhay tun na kiyun samajh sakay"
"Meri Daastaan-e-Hayaat ka tou Warar Waraq hay Khula hua"
Buss uss zamanaay mainn Hum Class fellows issi tarah Baray Shayer Hazraat kay kalaam ki "ISLAH" kiya kertay thay![]()
  
hi hi bara dukh hua rehan jee![]()
waisay gud hai gahzal![]()
  
 yakeen maanain mera kalam nahi hai... 
  
hye hye kya School life yaad kerwa di Rehan Miann.....
Class 9th...Roll No. 14....Rizwan Iqbal...
Teacher: Shakeel Saheb
Teacher nay Ghazal sunayee ...aur rizwan saheb ki Hiss-e-Tabah Aazmayee Pharak uthi
"Mujhay Kal Gali mainn Para Hua, Kisi Ajnabi ka Khat Mila"
"Kahin Khoon-e-Dil say Likha Hua, Kahin Aansoo'onn say Mita hua"
Mainn Hairaan hoon iss baat per, Mujhay tun na kiyun samajh sakay"
"Meri Daastaan-e-Hayaat ka tou Warar Waraq hay Khula hua"
Buss uss zamanaay mainn Hum Class fellows issi tarah Baray Shayer Hazraat kay kalaam ki "ISLAH" kiya kertay thay![]()
Matlab shuru sai hee aisay hain...![]()
![]()
Wesay kis shair kay kalam ke "ISLAH" ziada hoti thee?
 
queen jee kia aap aasai kion bethy hooo .... barish main...![]()
 
no specification....Jo bhi haath aa jaye![]()
  
wah rehan bhai wah
  
Shair ko pakar kar "Islah' kartay thay...![]()
![]()
![]()
 
Mujhe apne zabt pe naaz tha,sir bazm-e- raat ye kiya huwa
Meri aankh kaise chalak gai,mujhe ranj hai ye bura huwa
Meri zindgi k chiragh ka ye mizaj koi naya nahi,
Abhi roshni,abhi tairgi,na jala huwa na bujha huwa
mujhe jo bhi dushman-e-jaan mila,wohi pukhta kaar-e-jafa mila
naa kisi ki zarb ghalat pari naa kisi ka teer khata huwa
mujhe aap keun naa samajh sake ye apne dil hi se poochiye
meri daastaan-e-hayaat ka to warq warq hai khula huwa
jo nazar bacha k guzar gai mere saamne se abhi abhi
ye mere hi shehr k loag the,mere ghar se ghar hai mila huwa
![]()
![]()
![]()
  
 hye hye kya School life yaad kerwa di Rehan Miann.....
Class 9th...Roll No. 14....Rizwan Iqbal...
Teacher: Shakeel Saheb
Teacher nay Ghazal sunayee ...aur rizwan saheb ki Hiss-e-Tabah Aazmayee Pharak uthi
"Mujhay Kal Gali mainn Para Hua, Kisi Ajnabi ka Khat Mila"
"Kahin Khoon-e-Dil say Likha Hua, Kahin Aansoo'onn say Mita hua"
Mainn Hairaan hoon iss baat per, Mujhay tun na kiyun samajh sakay"
"Meri Daastaan-e-Hayaat ka tou Warar Waraq hay Khula hua"
Buss uss zamanaay mainn Hum Class fellows issi tarah Baray Shayer Hazraat kay kalaam ki "ISLAH" kiya kertay thay![]()
Matlab shuru sai hee aisay hain...![]()
![]()
Wesay kis shair kay kalam ke "ISLAH" ziada hoti thee?
no specification....Jo bhi haath aa jaye![]()
Shair ko pakar kar "Islah' kartay thay...![]()
![]()
![]()
ab aap innay deep mainn na jao na jee![]()