well aisa to nahin yaar hijab ka kal hi ek namoona meinne dekha hai ka mein aik shoping mall mein gyaa or wahan par larkian larkon se aaisa baat kar rahi hain jaisa apna bhai ho unka
or is baat ko mein clear kardoon ka islam mein bharkila or transparent kapra prhnna mana hai so fitting ka bhi kapra tab acha jab kisis ki party mein aap jao
aur wahan koi larka ya mard na ho agar hai to aap ko apna aap ko hijab se cover karna ho ga
Islam main Ladies k liye kuch sharait hain Dress kay baray main yaani Dress codes agar hum usay follow karay to InshAllah buhat buraiyon say bach jaye.
well ss i agree with u yaar yeh pakistan mein fahashi itni bar gaya hai ka we cant control that and the only way are the girls and ladies who do not control
yaa society kaafi had tak kharaab ho chuki hain.Per yeh hamari waja say.kyunki shoru main hum us kaam ko roknay k liye kuch nahi kartay aur jab wo hamaray khoon main bas jaata hain tab kuch karnay k liye tayyar ho jaatay hain.
well ss i agree with u our society is a bullsh*t and u know what that on aroad if a person is driving a car and someone slams his or her in to his car the one who is driving sensibly is done and the person who slams runs away or starts fighting with him agar koi ladies yah larki hoti hai to saab bhai ban jata hian i mean wht the hell kal se mein bhi hijab kar ka nikloon ga
taka meri bhi side lain yaar
oh Hijaab aap kar saktay hain.kisi lady ko dekh kar nazrain neechi kar leejiyega.
Always be honest yeh koi naseehat nahi sirf ek suggettion hain InshAllah aap acha kartay jaaeye Allah swt will protect you.
well sun shine i agree with u tht allah swt will prt me and u didnt get my point i said that the people who start hititng the personnel so hard on roads if he says a word too the lady well for than i said ill wear hijab and then ill go outside so tht everyone recognizes me as alady this is another mis use of hijab and the people who do this are realy mad
insaan ko achi umeed rakhni chaye abhi bhi hamari society kafi achi hai theek hai kay boht kam kharab ho geyia hai lakin abhi bhi waqt hai daykhayn zarori nahin insaan hijab hi lay lakin ager insaan ka mind saf hai to usko pata hoga kay usay kahan kyia bolna ya pehna hai chaye woh larki ho ya larka lakin ager mind hi saf nahin phir chaye koi hijab lay ya nazray jhuka lay koi fariq nahin parta woh sab dakhawa hai.
YAAAR MERI SAMJH NAHIN ATI KA HUM LARKA ZARA LARKION KO DEKH KAR AISA BEGARAT BAN JATA HAIN LAST I REMEBER K AIK LARKA MERE COACHING CENTER IN PAKISTAN KA SAMNE KAHRA HO KAR KA LARKION KI VIDEO BANA RAHA THA JAB UNKA CENTER OFF HO RAHA THA IMEAN WHT THE HELL
YAAR MMJA MEIN MAAN BHI LOON KA ANTAA MEIN NAMAK KA BARABAR ACHA LARKA OR LARKIYAN BHI HAIN LAKIN YEH BATAO KA AKHIR UNHAIN BIGAR NE WALA KON HAI WOH LOG JO BIGRAA HOWA HAIN YA PHIR WOH JO UNKO SUDHAAR RAHA HAIN
HIJAB KA SAHI MUTLAB HAI APNA AAP KO ITNA COVER KARNA CHIYA KA UNKA SAR KA BAAL NZAR NA IAN OR UNKA MOON BHI CHUPA HOWA HOO
OR MMJA YAAR SUNO HIJAB KISI KI MARZI NAHIN HAI ITS COMPULSORY IN ISLAM GAR KOI AURAT HIJAB NAHIN KARTI TO WOH MUSLIM NAHIN HAIN MERA MUTABIQ YEH BAAT HAI OR DOSRI BAAT YEH HAI NA KISI KOI YEH HAQ HAI KA WOH HIJAB KARA NA KARA YEH USKA MASLA NAHIN HAI YEH NAMZ NAHIN HAI JO PARH LI TO THEK NAHIN PARHI TOO APP BORA BANO YEH HIJAB OR YEH(NAMAZ) FARZ HAI HAR SHAQS PAR OR DOSRI BAAT YEH,YEH, KISI KA MUSTAHIQ NAHIN HAI
I AGREE WITH YOU SRK BUT SOMETIMES THIS GETS HARDER ENOUGH MEIN AAP KO BATA DOON KA MEINNE AISA LARKIYAN BHI DEKHI HAI JOO UMRAHH KA BHANA SE LARKON KA HATH PAKR KAR KA KEHTI HAIN KA JI HAMEIN UMRAH KARWA DOO
UNHOON NE HIJAB KA MATLAB KO HI BADAL DIYA HAI AND LET ME TELL YA LARKIAN HIJAB SIRF IS LIYA NAHIN KARTI BCOZ THEY KNOW KA INKO DEKH KAR LARKA ATTRACT HOON GA OR DOSRI TYPE KI LARKION KI TO ISSE BHI GHTIA KISM KI SOOCH HOTI HAI
HIJAB KA SAHI MUTLAB HAI KA HEAD TO TOE APNA AAP KO COVER KARNA OR IS TARAH KARNA KA KUCH BHI NAHIN NAZAR AIA TAKA KOI YEH NA SOCHA KA KITNI KHOBSURAT LARKI HAI YA SOMETHIN OTHER ABT HER
I think Sir aapko is main kaafi experience hain k kis kis type ki girls hoti hain.May be aisa hota ho per insaano main bhi fark hota hain.jahan achay hotay hain wahan buray bhi hotay hain,per I think Hijab is compulsary for both men and women.and we should follow it.