Logo

Some Facts Abt LAL Masjid

mmja:
rapunzel:
mmja:
lala masjid walay jo kar rahay thay woh parents ko pata tha yeh sab kitnay din chal sakta hai yeh to hona tha lay jatay apnay bachay ager ghazi ko yeh sab karnay ki ijazat day di jati to kal ko har koi uth kay kehta kay mein islam ka nafaz kar raha hon jo meri bat nahin manayga mein usay aghwa karlonga yeh konsa islam hai jo bhi state kay khalaf jayega yehi hoga aj ager aik ghazi hai to kal ko 100 ho saktay hain is tarahn mulik nahin chal sakta ager ghazi apnay students ko achi education dayta unko aik acha insaan banata to woh kal ko aik acha pak bana saktay thay lakin ager phir bhi ap lgoon ko lagta hai ghazi sahi tha to har masjid kay molvi ko kehna chaye mein islam ka nafaz karnay laga hon or apnay students ko asla day or kahay jo islam pay amal nahin karta usay aghwa karlo.

Musharraf tu acha insan aur muslaman haina MMja?
tum b aik ache muslaman ho na tum mujhe bata sakte ho jahad kya hai sahih sharayat e MOHAMMADI(PBUH) kya hai?
Bachon aur khawateen ka tum sab se shor dala hua hai par na apki azeem army bata rhi hai k ab wo students kahan hain na ab tumahra Ary wala cousin na musharaaf wo sab bohat ghalat kar rhe the na islye mar(shaheed) hogaye tum aisa karo k tum sahih islam nafiz kar lo sahih tareeqay se hum dekhte hain govt tumhein akrne deti hai ya tum pe b koi 100 case dal k andar karti hai yahan jo b islam nafiz akrna chhata hai uska tareeqa ghalat hota hai students ko asalaha Ghazi Shib ne dya tu ab jab aslaha army k pass hai un patients ko hosp ne bahir kion nhi ane de rhe media k smane kion nhi late unhein ab tu na wo foriegners rahe na ghazi shahib na hi unko agwah karne wala hai koi ab army aur govt kis se dar k unk payo mein berian dal rhi hai

pehli bat to yeh kay ghazi kay ghalt honay say musharif sahi nahin ho jata.kam say kam jahad khudkash hamlo or logoon kay aghwah ki ijazat nahin dayta apkay ghazi SHAHEED nay khud tv pay mana tha kay unkay aik student nay army kay banday ko mara or asla cheen leyia jiskay bad yeh sab kuch huwa.jab bhi laraye hoti hai to boht loog apni zindgi say hath dhotay hain yahan bhi esa hi huwa lakin gov public mein asal figure nahin lana chati kyionkay us say or tabahi phelaygi jo hum agay hi 2khudkash hamlo ki sorat mein daykh chukay hein shayed khudkash hamlay karna sahi jahad hai.manta hon gov nay ghalt keyia lakin ab jo khudkash hamlay start ho gaye hain in mein kon apni jan say hath dho raha hai masoom loog or yeh srif ghazi ki wajah say hai.or jahan tak bat hai doc sahib ki to zarori nahin tv pay akay jo achi batay karayn woh boht acah insaan hota hai.

every action has its reaction which is sometimes grater than action and that was int his case Suicide attacks agar reaction the tu is tak lane ki zimedari GOVT pe jati hai bcz jab sab decision le lye gye the even k shrayat tak man li gyi tu phr GOVT unse kion phiri Ok i agredd Dr is not a gud person he is lying but i think so those parents who were crying for their children are not ........

Posted on 7/27/2007 8:19:24 PM

venomius child:
WELL REPU HAMARI ARMY NE AUR HAMARI GOVT NE TO HAMARI MAR DI HA . YAAR MUJHE TO TURS ATAHAI ABDUL RASHID GHAZI PAR KAH US INSAN NE KEH DIYA KA JIS KO JANA HAI JAYA MEIN KISIKO NAHIN ROKTA OR KHOD SHAHEED HOWA USNE KISI KO NAHIN KAHA KA AOA MERE SATH LARO JAB USSE YEH BAAT PATA CHALI KA SAB LOG PLANNING KAR RHAAB HIN USKO URANA KI TOO USNE KUCH ACTION LIYA ACTION KA TARIQA GULT THA LAKIN US KA MUTALBA GULT NAHIN THA AGAR AAP MEIN SE KOI SACHHA MUSLMAN HAI TO WOH KEH GA KA HAAN US KE DEMANDS JIYZ THIN

Hamain jitna fakhar apni Army pe tha ab sirf nafrat hi hai Un Army k logon k khilaf jo is operation mein shamil the jinhon ne jam e shahadat nosh lya ab Allah Unk sath hai aur jinhon ne yahan bachon aur aurtoon k sath jo kya ALlah ne wos ab b dekha hai Uni shrayat Jayaz nhi thi tu mera khayal se jagah jagah massag centers aur Aunty shamim jaisi aurtoon ko abad karo takay phr dekhein ye Govt Kya action leti hai Chief Justice k Case mein tu Is Govt ne khoob zillat uthayi hai Ab Lal MAsjid mein is se ziada Zillat uthaye ga Insha Allah

Posted on 7/27/2007 8:22:50 PM

rapunzel:
mmja:
rapunzel:
mmja:
lala masjid walay jo kar rahay thay woh parents ko pata tha yeh sab kitnay din chal sakta hai yeh to hona tha lay jatay apnay bachay ager ghazi ko yeh sab karnay ki ijazat day di jati to kal ko har koi uth kay kehta kay mein islam ka nafaz kar raha hon jo meri bat nahin manayga mein usay aghwa karlonga yeh konsa islam hai jo bhi state kay khalaf jayega yehi hoga aj ager aik ghazi hai to kal ko 100 ho saktay hain is tarahn mulik nahin chal sakta ager ghazi apnay students ko achi education dayta unko aik acha insaan banata to woh kal ko aik acha pak bana saktay thay lakin ager phir bhi ap lgoon ko lagta hai ghazi sahi tha to har masjid kay molvi ko kehna chaye mein islam ka nafaz karnay laga hon or apnay students ko asla day or kahay jo islam pay amal nahin karta usay aghwa karlo.

Musharraf tu acha insan aur muslaman haina MMja?
tum b aik ache muslaman ho na tum mujhe bata sakte ho jahad kya hai sahih sharayat e MOHAMMADI(PBUH) kya hai?
Bachon aur khawateen ka tum sab se shor dala hua hai par na apki azeem army bata rhi hai k ab wo students kahan hain na ab tumahra Ary wala cousin na musharaaf wo sab bohat ghalat kar rhe the na islye mar(shaheed) hogaye tum aisa karo k tum sahih islam nafiz kar lo sahih tareeqay se hum dekhte hain govt tumhein akrne deti hai ya tum pe b koi 100 case dal k andar karti hai yahan jo b islam nafiz akrna chhata hai uska tareeqa ghalat hota hai students ko asalaha Ghazi Shib ne dya tu ab jab aslaha army k pass hai un patients ko hosp ne bahir kion nhi ane de rhe media k smane kion nhi late unhein ab tu na wo foriegners rahe na ghazi shahib na hi unko agwah karne wala hai koi ab army aur govt kis se dar k unk payo mein berian dal rhi hai

pehli bat to yeh kay ghazi kay ghalt honay say musharif sahi nahin ho jata.kam say kam jahad khudkash hamlo or logoon kay aghwah ki ijazat nahin dayta apkay ghazi SHAHEED nay khud tv pay mana tha kay unkay aik student nay army kay banday ko mara or asla cheen leyia jiskay bad yeh sab kuch huwa.jab bhi laraye hoti hai to boht loog apni zindgi say hath dhotay hain yahan bhi esa hi huwa lakin gov public mein asal figure nahin lana chati kyionkay us say or tabahi phelaygi jo hum agay hi 2khudkash hamlo ki sorat mein daykh chukay hein shayed khudkash hamlay karna sahi jahad hai.manta hon gov nay ghalt keyia lakin ab jo khudkash hamlay start ho gaye hain in mein kon apni jan say hath dho raha hai masoom loog or yeh srif ghazi ki wajah say hai.or jahan tak bat hai doc sahib ki to zarori nahin tv pay akay jo achi batay karayn woh boht acah insaan hota hai.

every action has its reaction which is sometimes grater than action and that was int his case Suicide attacks agar reaction the tu is tak lane ki zimedari GOVT pe jati hai bcz jab sab decision le lye gye the even k shrayat tak man li gyi tu phr GOVT unse kion phiri Ok i agredd Dr is not a gud person he is lying but i think so those parents who were crying for their children are not ........

kaye parents to yeh bhi kehtay hain kay unkay bachon ko zabardasti rakha geyia tha woh kyion apko nazar nahin ata .kuch bhi ho suicide attack ki islam ijazat nahin dayta kisi kay zulim say tang a kay haram kam karna jayez nahin ho jata or is kay natijay mein hakomat ka kyia geyia mar to gharib loog hi rahay hein chaye woh force kay hon ya am loog unkay ghar walon ka kyia kasore hai?marna hai to mashir ko marayn na kay gharib logoon ko.

Posted on 7/28/2007 2:57:08 PM

suicidal attacks agar haram kam hai tu is kam pe majboor b govt ne hi kya hai jo parents kal madrisa mein rakhe jane wale bachon k lye ro rhe hain wo tu aj b apne ghumshuda bachon k lye ro rhe hain

read it>>

Posted on 7/28/2007 4:39:07 PM

kate huay jism aur jali hui lashain

Posted on 7/28/2007 4:41:35 PM

agree
manta hon kay usa kay kehnay pay huwa or ghalt kam keyia geyia chelo mein ghazi ko shaheed bhi man layta hon theek hai lal masjid walon kay sath boht zulim huwa lakin aik sawal pochna chata hon ab jo suicide attack ho rahjay hein in mein kon loog mar rahay hein or unka lal masjid walay case mein kyia kasore tha?ager aik insaan ghalt kam karta hai to badlay mein ager hum bhi ghalt kam karayngay to hum mein or us mein kyia fariq?sorry 2 poch geyia

Posted on 7/29/2007 8:08:55 PM

tum mujeh sirf ye bata do k govt ya tum sa k pas kya proof hai ye suicidal attacks lal masjid wale kar rhe hain Students aik taraf mana kar rhe the patharo mat karo police pe aur dosri taraf dhamaka kare deingay wo b is halat mein jab unhein pata hai aik pata b hila tu naam in ka hi aye ga mein pochti hon is bombar ka face inhon ne dna rep n graphics se bana lya hai kab Cheif Justice k khitab pe dhamaka hua tab tu govt ne koi pic issue nhi ki balkay us waqai ko tu total daba hi dya hai wo n kah do k lal masjid walon ne hi kya hai
Govt apne pattay bare zabardast phenkti hai aur awaam b han mein han milati hai je hamla kya lal masjid walon ne kuch ghalat hua lal masjid walon ne kah do k Raziq Bugti sahib pe firing b taliba ya in students ne ki uski u koi taftees nhi horhi unk sath koi security guard nhi tha koyo???????

Posted on 7/30/2007 12:24:03 PM

pehli bat to razak bugti jitna naik tha sabko pata hai inka injam yehi hota hai.students ko yeh haq kisnay deyia tha masajid or madarson mein asla jamah karayn woh bhi apni hi gov kay khalaf.yeh suicide attack sari dunyia janti hai kon karta hai woh jisko molvi hazrat janat ki basharit kar daytay hein or yeh suicide attack lal masjid walay case kay bad hi shrow huway hein on pp pay bhi hamla isliay huwa kay usnay lal masjid case mein musharif ki himayet ki thi.

Posted on 7/31/2007 1:29:48 PM

CHILL OUT GUYS STOP FIGHTING FOR A USE LESS TOPIC ITS JUST A SIMPLE THING KA AGAR HUM KOI ACTION NAHIN LAIN GA IN KA AGAINST TO YEH KAL HAMERA GHAROON MEIN OPERATION SILENCE KAR RAHA HOON GA OR PHIR BA GUNNAH LOGON KO MAREIN I DONT KNOE KA YEH SUCIDE BOMBERS APNA GHAR MEIN KYON NAHIN BLAST KARTA HAIN I DONT KNW WHY YEH APNA APP KO BORA OR SHAITIANOON KA GHAROON MEIN KYON JA KAR PHARTA NAHIN HAIN I WONDER EHY INNOCENT PPL DIE EK BAAT HAI JIS DIN MERE KO EK BHI SUCIDE BOMBER MIL GAIA NA MEIN USKA TOKRA TOKRA KAR DOON GA CHAH MERE APNA TOKRA KON NA HO JAIN DAMN IT

Posted on 7/31/2007 6:29:23 PM