 
   
   
  nun ghunna hai
 nun ghunna hai  
  
  
 Na kisi ki aankh ka noor hon na kisi ke dil ka qaraar hon
Jo kisi ke kaam na a sake main woh ik musht ghubar hon
Mera rang roop bigar gaya mera yaar mujhse bhichar gaya
Jo chaman khizaan se ujar gaya main ussi ki fasl e bahar hon
Pe fateha koi aaye kjun koi char phool charhaye kjun
Koi a ke shama jalaye kjun main woh bekasi ka mazar hon
Main nahin hon naghma janfara mujhey sunke koi kare ga kiya
Main bare baroog ki sada hon main bare dhukhi ki pukar hon
Main kahan rahoon main kahan basoon
na yeh mujhse khush na woh mujhse khush
main zabeen peeth ka bhojh hon
main falak ke dil ka ghubar hon
 
  
   wah yaar king buhut achay
 wah yaar king buhut achay
 
   
   
   
  lagta hai tujhse naraz hai
 lagta hai tujhse naraz hai