mere chaar su jo khila raha woh jamal to koi aur tha
mere khawab jis main ulajh gaye woh khayal to koi aur tha
yahan kis hasab ko jorte
meri subh o shaam bhigher gaye
jo azal ki subha kiya gaya woh sawal to koi aur tha
jisse tera jaan ke rakh liya woh malal to koi aur tha