mmja:
rapunzel:
mmja:
ager yeh sahi hai to boht ghalt huwa jitna bhi dukh ho kum hai or jin logoon ki wajah say huwa musharif+ghazi inko iska jawab dayna hoga.
ye sab sahih hai aur kal tv n aj newspaper mein tasveerian b hain shaheed Quran E Pak ki Ghazi shahib ka qasoor
chalo man lya lekin ab tu wo Allah k pass haina tu in Quran E Pak k Auraq Uthana Army ki responsibility nhi
aik bat bayio masjid mein or madarson mein aslay ka kyia kam?molvi hazrat ka yeh kam nahin hai unka kam tabigh dayna hai ya aik tarikay say apni bat philana hai na kay is tarahn kyionkay ager achi nayiat say bhi koi ghalt kam keyia jaye to woh sahi nahin ho jata ghazi sahib ko nahin pata tha kay yeh kuch hi hona hai unho nay masom bachon ko bahir kyion nahin bheja woh chotay thay unki hafazir ghazi sahib kay farz tha.
tum mujhe 2 batain batayo aslaha jab andar gya tu na koi surung thi na hi aeroplane unki chat pe fly akr k aslaha chor k gya jitna aslaha govt ne dikhaya hai ye sab jab andar le jaya ja rha tha tu CDA Authority soyi hui thi??ya phr aslaha le jane wale sulemani chadar k through aslaha le jate rhe hain ye sab Govt ka drama hai Agar

Musharaf ko itni khabar thi tu 2004 se 2007 tak action kion nhi lya ye 7 masajid shheed karne k bad hi isko kion yad aya yahan terrorist hain shor mashaya hua tha taliban hain foreigners hain masjid mein abhi tak 1 foreigner ka proof nhi mila

ye kise bewaquf bana rhi hai Govt

bache jahad nhi kar sakte Quran E Pak mein kahan likha hai?zaberdasti rakha tha Bachon ko andar tu ab un bachon ne jummay k din shor kion kya ab tu Ghazi Sahib Allah k pass hain kya wahan se mail karte rhe hain students ko
aik aur bat aik mem ne likha tha bach andar se raat ko phone akrte the man lya wo phone karte the aik bar b kisi media pe aisa phone rec nhi hua jab k wahan se 2,3 students ne phone kya k hum andar apni amrzi se hain ye b man lya k unko pressurize kya hoga lekin kya govt ko jo phone calls rec hui wo unehin rec nhi kar sakte the awaam ko batate na k ye phones aye hain
Wo students tu wahan raat ko kisi tarah call kar hi lete the par ab jo bache etc lapata hain wo tu phone tak nhi kar pa rhe tu kon bura hua govt ya Ghazi Sahib