Logo

Na AAYA KAR

Tujhey ruswai ka dar hay na aaya kar.

Bichard jana hi behtar hay na aaya kar.

Palat ja ajnabi wehmon ke jangal se.

Yeh pur israr manzar hay na aaya kar.

Guzar ja aaiyne jesa badan le kar.

Yahan har aankh pathar hay na aaya kar.

Kisi shadab qariey mien basa khod ko.

Yeh dil ujarda howa ghar hay na aaya kar.

Mera dukh tujh ko bhi ek din dabo de ga.

Bohat gehra samandar hay na aaya kar

Posted on 8/19/2007 5:11:58 PM


Posted on 8/19/2007 11:12:21 PM


Posted on 8/21/2007 7:15:00 AM

jal_pari:
Tujhey ruswai ka dar hay na aaya kar.

Bichard jana hi behtar hay na aaya kar.

Palat ja ajnabi wehmon ke jangal se.

Yeh pur israr manzar hay na aaya kar.

Guzar ja aaiyne jesa badan le kar.

Yahan har aankh pathar hay na aaya kar.

Kisi shadab qariey mien basa khod ko.

Yeh dil ujarda howa ghar hay na aaya kar.

Mera dukh tujh ko bhi ek din dabo de ga.

Bohat gehra samandar hay na aaya kar




Posted on 8/21/2007 5:11:41 PM

thank you:)

Posted on 8/21/2007 6:14:09 PM


Posted on 8/22/2007 9:56:15 PM

jal_pari:
thank you:)


welcome jp

Posted on 8/23/2007 5:05:57 AM