yaar sunday ko karlo na..![]()
awww .. too bad!
waisay its better if u arrange a meeting after eid!![]()
sunday ko bhi nahi free![]()
sunday kafi logon ki taraf family day hota hai..
program flopped.. hai na?![]()
tum ki bani banai iftari cancel ho gai![]()
aur meri jis ka koi plan he nahi tha......ghar main igtar party arrange kar li.....sab khandan walay invited that ....aur main akeli![]()
par buhat acha laga itna zyada logon ko rozah iftara kara k aur khana khila kar![]()
koi baat nahi cf.....eid k 1 week baad meeting arrange kar laina![]()
sunday kafi logon ki taraf family day hota hai..
program flopped.. hai na?![]()
han yarrrrr![]()
CENCEL KYON HO GAYE
per idher ke frndz ki ker li main ne
aur bahut maza aya
per idher ke frndz ki ker li main ne
aur bahut maza aya
PARTY KE LIYE REASON KYON
oyee cf shadi per to a raha hain na to?waha miltay hain phir kuch decide kertay hain