Logo

~ meri koochi gayee :(

q tusi miti da tail vaichna shuru kar diya hai

Posted on 2/28/2008 11:14:21 PM


fragi jee smart nazar aa rahy hain...

Posted on 2/29/2008 8:35:12 AM

nzr aa rahy kia matlb?

hain nahi????????

Posted on 2/29/2008 7:54:48 PM

~Fragi~:
lo ji sab jalo


kia katrina shadi apsy shadi pe razi ho gai a?

Posted on 2/29/2008 7:57:38 PM

hanji per aab mein raazi nahi ho raha

Posted on 3/8/2008 11:34:56 PM

razi ho jaen wrna bht gunah hoga

Posted on 3/9/2008 1:04:29 AM

hmmmmm

Posted on 3/9/2008 10:56:21 AM

mtlb razi hain

Posted on 3/12/2008 9:15:05 PM

~dead heart~:
nzr aa rahy kia matlb?

hain nahi????????



hon gay... per hamain to nazar aa rahay hain...

Posted on 3/13/2008 9:35:21 AM

ap ki nazr uqaabi ha

Posted on 3/13/2008 7:48:58 PM


nahi to... ham doorbean use kar rahay hain..

Posted on 3/14/2008 9:31:27 AM

lo ji udhar ki nazar

Posted on 3/15/2008 1:46:31 PM

hum ko tu kuch nazar nahi aata

Posted on 3/15/2008 4:06:20 PM

bazurgo tuadi ainak kithy gai?

yar ap k chaar soo dhuan dhuan sa hai kia?

Posted on 3/16/2008 9:10:05 PM

~dead heart~:
lo ji udhar ki nazar


udhaar ki nahi hai jee...
mai nay new li hai... poray 35 Rs. ki...

Posted on 3/17/2008 9:29:40 AM

~Fragi~:
hum ko tu kuch nazar nahi aata


nazar ae ga bhi kesay...
doorbean kay dhakan to ap nay kholay hi nahi...

Posted on 3/17/2008 9:31:45 AM

~dead heart~:
bazurgo tuadi ainak kithy gai?

yar ap k chaar soo dhuan dhuan sa hai kia?



koi jal raha hai kya?

Posted on 3/17/2008 9:34:23 AM

baba ji ka dil

Posted on 3/17/2008 8:41:06 PM


baba ji... burnol bhijwa doon?

Posted on 3/18/2008 10:34:05 AM

nahi its ok woh thuk say hi kaam chulla lay ga






Posted on 3/18/2008 2:47:28 PM

ye itna shafa baksh luab e dahan kis ka ha?baba ji ka ya cheety ka?

Posted on 3/18/2008 9:03:34 PM

Rehan M Din:

baba ji... burnol bhijwa doon?

baba ji enay kanjus hain khud burnol b ni lety

Posted on 3/18/2008 9:04:07 PM

cheeta:
nahi its ok woh thuk say hi kaam chulla lay ga







suna hai os per bhi tax lagnay laga hai...

Posted on 3/19/2008 11:13:49 AM

chalo acha hai shyd ab log roads pe na thookain

Posted on 3/19/2008 11:15:09 AM

~dead heart~:
ye itna shafa baksh luab e dahan kis ka ha?baba ji ka ya cheety ka?


baba ji ka hi ho ga... aur kis ka hona hai...

Posted on 3/19/2008 11:29:50 AM

wah baba jo bary karamati hain

Posted on 3/19/2008 11:47:19 AM

haan our scientist b hain, apni joti khudi thek ker leytay hain

Posted on 3/19/2008 12:16:38 PM

~dead heart~:
chalo acha hai shyd ab log roads pe na thookain


yeh new tax hai...



Posted on 3/19/2008 1:00:59 PM

~dead heart~:
wah baba jo bary karamati hain


itnay karamati hain keh pehlay in ka naam tha
Professor Karamat Ali Qadri...



Posted on 3/19/2008 1:02:22 PM

cheeta:
haan our scientist b hain, apni joti khudi thek ker leytay hain


aisay banday ko scientist nahi.. mochi (cobbler) kehtay hain...



Posted on 3/19/2008 1:07:00 PM