Logo

The Last Hurrah...



R U Ready??

Posted on 12/23/2007 12:23:47 PM

no not yet

Posted on 12/23/2007 12:57:16 PM

acha...hurry up then

Posted on 12/23/2007 1:03:11 PM

per nahi ho sakta.hamaray liye ye last hurrah hoga per un logo ka kya jinkay liye yeh aakhri ah hogi.

Posted on 12/23/2007 1:14:12 PM

wo log ka kiya? app batao

Posted on 12/23/2007 1:19:47 PM

i cant shout hurrah.
coz i feel their pain straight in my heart

Posted on 12/23/2007 1:27:00 PM

it's okie relax...we can have fun in our lives sometimes..can;t we?

Posted on 12/23/2007 1:28:35 PM

we can.but not like this.
we could have say hurrah on eid day

Posted on 12/23/2007 1:34:26 PM

sun_shine:
we can.but not like this.
we could have say hurrah on eid day


enjoy kernay ke liye koi specific din hona zaroori to nahi hae...

Posted on 12/23/2007 1:35:00 PM

specific din zaroori nahi per haalaat dekh kar agar celebration ki jae to koi baat hain

Posted on 12/23/2007 1:39:53 PM

haan to ye mae ne jo hurrah ke baat ke thee halaat dekh ker he ke thee...jb ke halaat

Posted on 12/23/2007 1:40:47 PM

yaa thats right.
JB k halaat to mashAllah theek hain per Muslims k nahi

Posted on 12/23/2007 1:43:31 PM

lol..muslims ke halaat ab theek hoon gae bhi nahi...it's as per hadees and quranic predictions

Posted on 12/23/2007 1:44:45 PM

Mein isi hurah per bhaga aya

Posted on 12/23/2007 1:47:39 PM

aa jao aa jao
time to celebrate finally

Posted on 12/23/2007 1:47:57 PM

yaa you can enjoy

Posted on 12/23/2007 1:49:49 PM

sun_shine:
yaa you can enjoy


mae to har time ko enjoy kerta rehta hoon...halat achay hoon ya buraay after all...we only live once

Posted on 12/23/2007 1:50:35 PM

we live once per aksar hamain dosro kay liye bhi jeenay ki umeed paida karnii parti hain

Posted on 12/23/2007 1:55:22 PM

jin halaat se hum guzar rahaay hain..agar us mae khud he jeenay ke umeed paida ker ke theek tarah se jee lain to bari baat hain...

Posted on 12/23/2007 1:57:24 PM

halaat kuch bhi ho per we should think of our muslims in Iraq,Afghanistan,Palestine

Posted on 12/23/2007 2:00:46 PM

app ne wo suna hae na ke

Khuda ne aj tak us koom ke halat nahi badli
na ho jisay khiyal khud apni halat badalnay ka

jab un logoon ko apni halat badalnay ka khud shooq nahi hae...to what can me or u do from here? faltu mae ansoo baha ker hum konsi un ke halat badal rahay hain? balkay apna bhi time zaya...

aur haan..it;s all due to predictions...abhi muslims ke halaat aur kharab ho gi..it's not gonna get any better...

Posted on 12/23/2007 2:03:24 PM

yaa yeh kharaab to hongay saath main yeh hamari azmaish bhi hain hamain yeh bhoolna nahi chahiye

Posted on 12/23/2007 2:08:42 PM

mae to kher nahi bhoolta...but ye bhi nahi bhoolta ke Allah hee aazmaishoon se bachanay wala bhi hae

Posted on 12/23/2007 2:10:14 PM

yaa now its good
Allah swt is always there for us


Posted on 12/23/2007 2:13:36 PM

haan...but again like i said...

Khuda ne aj tak us koom ke halat nahi badli
na ho jisay khiyal khud apni halat badalnay ka

Posted on 12/23/2007 2:14:28 PM

yaa agree at this point
marnay walon k saath mara nahi jaata
per roonay walon k saath roya to jata hain

Posted on 12/23/2007 2:17:34 PM

phir wohi baat...ronaay walay ke sath kiyoon mae rona shuru ker doon..jab wo apnay app per apni bewakoofi ke waja se museebat laya ho?

Posted on 12/23/2007 2:20:16 PM

per aisa nahi
bhalay hi musibat unki bewakoofi ka nateeja ho
per you should stand for them

Posted on 12/23/2007 2:27:33 PM

haan...esee mokaay ke liye kahaa gya hae

hum to doobain gae sanam
tujhay bhi le doobain gae

thanx but no thanx

Posted on 12/23/2007 2:28:33 PM

any ways best luck

Posted on 12/23/2007 2:33:40 PM

luck to mae apni pocket mae le ker ghoomta hoon

Posted on 12/23/2007 2:34:25 PM