Logo

Koi bataye

Aasera:
jis tan lagay
wo tan janay

matlab jo jalta hay
wohi bata sakta hay
to....

Rapunzel name lay kar pocho


han takay meri patayi ho

Posted on 3/22/2008 4:06:51 PM

Ashii:
uss jal pari ka naam to bataiye


Ap ne Naam acha rakha hai

Posted on 3/22/2008 4:07:04 PM

rapunzel:
yahan kuch female mem itni jali hui kion hain
akhir unka masla kya hai


koi jal jaye tu burnol lagayen

sab sahi ho jayen gi

Posted on 3/22/2008 4:09:11 PM

[madi:
]
rapunzel:
yahan kuch female mem itni jali hui kion hain
akhir unka masla kya hai


koi jal jaye tu burnol lagayen

sab sahi ho jayen gi


gug idea
r u mad_girl??

Posted on 3/22/2008 4:14:42 PM