Logo

problems of wedding life

mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

Posted on 3/9/2008 11:05:40 PM

this should be in serious Forum i guess..!

Posted on 3/10/2008 1:17:21 AM

NAHI IT CAN B DISCUSSED HERE

Posted on 3/10/2008 1:18:25 AM

idher discuss nai ho sakti yeh baat

Posted on 3/10/2008 1:39:52 AM

Fairl_Girl:
idher discuss nai ho sakti yeh baat

Yeh ....Abhi agay dekhna ...Serious answeres milaingay

Posted on 3/10/2008 2:16:49 AM

Ahahhahha ....Yeh bhi hay ....
Phir ....yahan mve kerdijiyeh ga topic
Aisay hee disco kerta rahay ga ..toh sabki nazron mein rahay ga

Posted on 3/10/2008 2:22:11 AM

Salaam
I think pareshan shayad is liye hotay hain
k shaadi kay baad zimedariyan aur barh jaati hain
jahan aik person ki sirf apni life aur soch hoti hain
shaadi k baad unhain har cheez k baray main ziyada responsible hona parta hain
before marriage you only have to maintan ur self
but after marriage you have to maintain a family
u have to give more time to ur family
i think society ka difference bhi aik important role play karta hain
kuch log shadi say pehlay khush hotay hain
kuch shadi k baad

Posted on 3/10/2008 1:03:50 PM

^SS

i think har new aur anjani thing preshan karti hay
chahay woh clg ka fresh start ho
new job ho
waisay maira khayal hay kay sab kuch INSAN kay apnay
hands main hota hay
aap kisi maslay ko koi bi rang day saktay ho
matlab agar aap KHUSH rahna chahtay ho to
har anay walay maslay ko +ive way say hal karnay ki koshish karogay.

sumtimes shadi preshaniyon say nijaat bi dila daiti hay

Posted on 3/10/2008 3:12:06 PM

yaa Agree Miss Aasera jee
and Chandni jee
Kisi insaan ki life shadi say pehlay buhat achi hoti hain so woh expect kartay hain k shaadi k baad bhi life aisi hogi jabkay aisa nahi hota
aur kuch logo ki life shaadi say pehlay achi nahi hoti
phir agar unhain achi family milay to its like a dream come true.

Posted on 3/10/2008 4:19:07 PM

Thank you jee

Posted on 3/10/2008 4:48:43 PM

~CHANDNI~:
Royaa Afghan:
mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

PROB START HI SHADI AY BAD HOTY HYA kise ko koi kise koi
   abbb ager ham 10 girlz married ko lay to 10 ko 10 ki mukhtalif story hay.....pr koch log hay woh khosh bhi hay Allah sab cuplz ko khosh rakhy AMIN

yeh kuch log khuch hain
main yeh nahi kah rahi ky sary khush nahi hain
mager zeyada ter khush nahi hain
ok 10 ky 10 girls ki story mukhtalif hoge mager 10 main 8 khush nahi hogi na
to keya howa mukhtalif ho mager end wahi ek

Posted on 3/10/2008 7:53:49 PM

Cathy:
this should be in serious Forum i guess..!

yeh main ny pehly yahi socha lekin mujy laga ky yaha hona chahy

Posted on 3/10/2008 7:54:38 PM

shahrukh khan:
Royaa Afghan:
mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

u talking abt b4 marriage or after marriage??

after marriage

Posted on 3/10/2008 7:58:53 PM

Its the attitude.

Posted on 3/10/2008 9:07:03 PM

sun_shine:
Salaam
I think pareshan shayad is liye hotay hain
k shaadi kay baad zimedariyan aur barh jaati hain
jahan aik person ki sirf apni life aur soch hoti hain
shaadi k baad unhain har cheez k baray main ziyada responsible hona parta hain
before marriage you only have to maintan ur self
but after marriage you have to maintain a family
u have to give more time to ur family
i think society ka difference bhi aik important role play karta hain
kuch log shadi say pehlay khush hotay hain
kuch shadi k baad

Posted on 3/10/2008 10:29:50 PM

shahrukh khan:
Royaa Afghan:
mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women

u talking abt b4 marriage or after marriage??
chup kar jao bas srk

Posted on 3/11/2008 4:33:04 AM

yeh

Posted on 3/11/2008 8:33:05 PM

I think ager wife aur husband eik doosre ko samagh lain aur eik doosre ke
ehsaas aur izaat e nafs aur jazbat ka khayal rakhain to gher jannat bante
dair nahin lagti

Posted on 3/11/2008 9:35:44 PM

Yess right
kehtay hain k
Aurat say ghar banta hain
jannat bhi jahanum bhi
per Husband ka role bhi buhat important hota hain
aaj kay wakt main
How can we expect that
kay hum kisi ko respect na day
aur woh hamain dan.
Buhat kam aisay log hongay
So Both have their responsibilities.   

Posted on 3/12/2008 8:24:49 AM

agreed with kiran n SS

Posted on 3/12/2008 9:02:37 AM

i think wen one is single tu one wants 2 get married n wen one gets married tu u wana b single again wohi baat jo shaadi karey woh b pashtaye aur jo na karey wo b.....its human nature 2 complain about wat one has n want 2 want wat u don have.....

Posted on 3/12/2008 4:45:19 PM

kiran:
I think ager wife aur husband eik doosre ko samagh lain aur eik doosre ke
ehsaas aur izaat e nafs aur jazbat ka khayal rakhain to gher jannat bante
dair nahin lagti

yeh right per aj kal bohat kam log hain
jo eysa karty hain
esi ly to bohat log shadi sy pareshan hoty hain

Posted on 3/12/2008 9:02:44 PM

sun_shine:
Yess right
kehtay hain k
Aurat say ghar banta hain
jannat bhi jahanum bhi
per Husband ka role bhi buhat important hota hain
aaj kay wakt main
How can we expect that
kay hum kisi ko respect na day
aur woh hamain dan.
Buhat kam aisay log hongay
So Both have their responsibilities.   

yeh right yeh bath hain

Posted on 3/12/2008 9:03:14 PM

~Nilam PaRi~:
i think wen one is single tu one wants 2 get married n wen one gets married tu u wana b single again wohi baat jo shaadi karey woh b pashtaye aur jo na karey wo b.....its human nature 2 complain about wat one has n want 2 want wat u don have.....

Aapki baat kafi had tak sahi hei. It is not human nature to get fully satisfied with anything. Lekin agar hum is matter ko disscuss kare- to mere khayal mei shadi ke pahle aur shadi ke baad mei person (girl/boy) ki life aur life style aur zaruraton mei change aa jata hei. Jaise ek larrke ki nazar se dekhe to- shaddi ke baad use wife ko bhi time dena hota hei (an addition in new life). Apne life ka ek integrated and respectable part accept karna hota hei (by heart). Use ye baat samajhni hoti hei ki uski wife ki ijjat bhi uski ijjat hei. Aur apne ghar mei use ek respectable place dilane ke liye sabse pahke use khud apni wife k\o respect dena hota he.Agar wo ise achi tarah adjust, tuned kar pata hei to uski wife uski jindgi mei khushian hi khushian bikher deti he. agar nahi to dono ki life pareshan ho jati hei. So, it is all matter of adjustment and tuning.

Posted on 3/14/2008 5:22:11 PM

danie:

yeh u r right
per problems kis waja sy hoty hain
ky woh apni wahi old life main rehta/rehti hain
en sary changes ko accept nahi karta to es waja sy woh sajta/samajti hain ky shadi main ny kiu ki
lekin ager woh es new life ko khushi sy accept kary to
yeh new life old life sy kafi behter hoti hain
tab app akly nahi hoty har waqt app ka sath deny wala koi hota hain

Posted on 3/15/2008 2:33:34 AM

sometimes understanding kay bawajood in-laws halat ko kharab kar detay hain...

for example:
both partners adjust kar jatay hain... start living happily... larkay kay parents kehtay hain aisay karo... waisay karo... now its upto man keh usay kya kis tarah karna hai... aur apnay parents ki taraf sai pressure ko kesay adjust karna hai...
isi tarah larki ko os kay parents ki taraf sai kaha jae keh aisay karo... wesay karo... now its duty of women too keh woh apnay parents kay pressure ko kesay adjust karay...
couple ki 3 families k saath adjustment hoti hai... larkay ki family, larki ki family aur couple ki apni family... agar external inteferences ko control kar lia jae aur thori si changing ae both partners mai to I guess they can have very happy life...

Posted on 3/15/2008 10:56:17 AM

Royaa Afghan:
danie:
~Nilam PaRi~:
i think wen one is single tu one wants 2 get married n wen one gets married tu u wana b single again wohi baat jo shaadi karey woh b pashtaye aur jo na karey wo b.....its human nature 2 complain about wat one has n want 2 want wat u don have.....

Aapki baat kafi had tak sahi hei. It is not human nature to get fully satisfied with anything. Lekin agar hum is matter ko disscuss kare- to mere khayal mei shadi ke pahle aur shadi ke baad mei person (girl/boy) ki life aur life style aur zaruraton mei change aa jata hei. Jaise ek larrke ki nazar se dekhe to- shaddi ke baad use wife ko bhi time dena hota hei (an addition in new life). Apne life ka ek integrated and respectable part accept karna hota hei (by heart). Use ye baat samajhni hoti hei ki uski wife ki ijjat bhi uski ijjat hei. Aur apne ghar mei use ek respectable place dilane ke liye sabse pahke use khud apni wife k\o respect dena hota he.Agar wo ise achi tarah adjust, tuned kar pata hei to uski wife uski jindgi mei khushian hi khushian bikher deti he. agar nahi to dono ki life pareshan ho jati hei. So, it is all matter of adjustment and tuning.

yeh u r right
per problems kis waja sy hoty hain
ky woh apni wahi old life main rehta/rehti hain
en sary changes ko accept nahi karta to es waja sy woh sajta/samajti hain ky shadi main ny kiu ki
lekin ager woh es new life ko khushi sy accept kary to
yeh new life old life sy kafi behter hoti hain
tab app akly nahi hoty har waqt app ka sath deny wala koi hota hain

I agree wid da both ov u..it's a matter of giv n take esp in a husband n wife relationship da more easily n comfortably u accept ur life partner n his or her family members ur partnner wil easily accept u 2

Posted on 3/15/2008 10:59:06 PM

agreed with kiran

Posted on 3/18/2008 6:52:38 AM

shahrukh khan:
biggest problem is UNDERSTANDING..and their inlaws
da only solution 2 dis prob is communication

Posted on 3/18/2008 11:05:19 PM

~Nilam PaRi~:
shahrukh khan:
biggest problem is UNDERSTANDING..and their inlaws
da only solution 2 dis prob is communication

communication? but how
i think the solution is understanding

Posted on 3/19/2008 10:18:21 PM

better communication brings better understanding. agar aap baat ko dil mai dabana shuru kar dain to shakook-o-shubhaat barhtay jatay hain. aur wo dabi howi sari batain aik hi waqt mai laway ki tarah nikal kar samnay aati hain jin sai masail barhnay kay ziada chances hotay hain.

iss liye dil zara si khalish ae to usay foran clear kar lena chahiye.

both partners ko yeh baat bhi understand karni chahiye keh kisi bhi baat ko apas mai clear kar lenay sai masail barhtay nahi kam hotay hain. sometimes is baat per bhi issues ban jatay hain keh y are you asking? so n so etc....

Posted on 3/20/2008 9:59:08 AM