idher discuss nai ho sakti yeh baat
mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women
![]()
![]()
PROB START HI SHADI AY BAD HOTY HYA kise ko koi kise koi
abbb ager ham 10 girlz married ko lay to 10 ko 10 ki mukhtalif story hay.....pr koch log hay woh khosh bhi hay Allah sab cuplz ko khosh rakhy AMIN
this should be in serious Forum i guess..!
mujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women
![]()
![]()
u talking abt b4 marriage or after marriage??
Salaam
I think pareshan shayad is liye hotay hain
k shaadi kay baad zimedariyan aur barh jaati hain
jahan aik person ki sirf apni life aur soch hoti hain
shaadi k baad unhain har cheez k baray main ziyada responsible hona parta hain
before marriage you only have to maintan ur self
but after marriage you have to maintain a family
u have to give more time to ur family
i think society ka difference bhi aik important role play karta hain
kuch log shadi say pehlay khush hotay hain
kuch shadi k baad
chup kar jao bas srkmujy ek bath samaj nahi ati
zeyada log shadi sy pareshan kiu hain
chahy wo man ho ya women
![]()
![]()
u talking abt b4 marriage or after marriage??
I think ager wife aur husband eik doosre ko samagh lain aur eik doosre ke
ehsaas aur izaat e nafs aur jazbat ka khayal rakhain to gher jannat bante
dair nahin lagti
Yess right
kehtay hain k
Aurat say ghar banta hain
jannat bhi jahanum bhi
per Husband ka role bhi buhat important hota hain
aaj kay wakt main
How can we expect that
kay hum kisi ko respect na day
aur woh hamain dan.
Buhat kam aisay log hongay
So Both have their responsibilities.![]()
i think wen one is single tu one wants 2 get married n wen one gets married tu u wana b single again wohi baat jo shaadi karey woh b pashtaye aur jo na karey wo b.....its human nature 2 complain about wat one has n want 2 want wat u don have.....

Aapki baat kafi had tak sahi hei. It is not human nature to get fully satisfied with anything. Lekin agar hum is matter ko disscuss kare- to mere khayal mei shadi ke pahle aur shadi ke baad mei person (girl/boy) ki life aur life style aur zaruraton mei change aa jata hei. Jaise ek larrke ki nazar se dekhe to- shaddi ke baad use wife ko bhi time dena hota hei (an addition in new life). Apne life ka ek integrated and respectable part accept karna hota hei (by heart). Use ye baat samajhni hoti hei ki uski wife ki ijjat bhi uski ijjat hei. Aur apne ghar mei use ek respectable place dilane ke liye sabse pahke use khud apni wife k\o respect dena hota he.Agar wo ise achi tarah adjust, tuned kar pata hei to uski wife uski jindgi mei khushian hi khushian bikher deti he. agar nahi to dono ki life pareshan ho jati hei. So, it is all matter of adjustment and tuning.

yeh u r right![]()
per problems kis waja sy hoty hain
ky woh apni wahi old life main rehta/rehti hain
en sary changes ko accept nahi karta to es waja sy woh sajta/samajti hain ky shadi main ny kiu ki
lekin ager woh es new life ko khushi sy accept kary to
yeh new life old life sy kafi behter hoti hain
tab app akly nahi hoty har waqt app ka sath deny wala koi hota hain
da only solution 2 dis prob is communication biggest problem is UNDERSTANDING..and their inlaws