Logo

Ye Kitaab...Jawed Chaudry


Posted on 3/28/2008 5:31:04 PM


Javed Chaudhry Sahab Kamal Likhte Hein.....
Thanks For Sharing!!!!!

Posted on 3/28/2008 6:07:52 PM

bohat khub likha hia

Posted on 3/28/2008 6:32:59 PM

Yeah Agree with both of U
Ink Articles parh k mein ye sochti hon k In k pass itni knowleadge kahan se ati hai really he is a genius man

Posted on 3/28/2008 8:07:38 PM


very genius... boht khob likha hai..

Posted on 3/29/2008 8:23:06 AM

salaam ,Right
Muslim Ummah k halaat isi waja say aisay hain
Kyunki Hum aur hamaray Leaders aik jaisay hain
May Allah swt guide All of Us Ameen

Posted on 3/29/2008 8:34:10 AM

Thnx

Wasalam SS
im 100% agree with U n Hope Allah will help Muslim Ummah InshaAllah

Posted on 3/29/2008 12:46:29 PM


Posted on 3/29/2008 12:58:09 PM

Buhat khoob

Posted on 3/30/2008 8:35:04 AM

i only have 200 bucks..

Posted on 3/30/2008 9:17:46 AM


Posted on 3/30/2008 2:01:25 PM

There is so much to be said on somthings that he has touched on.

Well done

Posted on 3/31/2008 6:37:37 AM

Buhat khoob
jo likha buhat khoob likha hain.

Posted on 3/31/2008 8:32:19 AM

mein isi topic mein mazeed articles post karon ya aik alag topic banayon

Posted on 3/31/2008 1:23:57 PM


Posted on 3/31/2008 1:26:01 PM



rapunzel:




rapunzel:




These both articles are Damn Good...

Posted on 3/31/2008 1:38:29 PM


rapunzel:
mein isi topic mein mazeed articles post karon ya aik alag topic banayon


mere khiaal mai alag topic wala idea ziadah behtar hai.....

Posted on 3/31/2008 1:39:25 PM

rito tu u can visit zero point

thnx Sg mujhe Corrupt zaati toor pe bohat ziada pasand hai

Posted on 3/31/2008 1:42:07 PM

SupidGuy:

rapunzel:
mein isi topic mein mazeed articles post karon ya aik alag topic banayon


mere khiaal mai alag topic wala idea ziadah behtar hai.....


jaise merzi karne day,,koi parrh tu rha nhi waise bhi,,

Posted on 4/1/2008 4:21:29 AM

Har subject mein, mahir bane ki koshesh mein ghalti ka amkan bhar jaata hai, Choudhary Sahib ki kuch writing se ahsaas hota hai mujhe.

Posted on 4/14/2008 6:37:14 AM

olldman:
Har subject mein, mahir bane ki koshesh mein ghalti ka amkan bhar jaata hai, Choudhary Sahib ki kuch writing se ahsaas hota hai mujhe.


maslan apko unki kis tehreer mein ghalti lagi

Posted on 4/14/2008 12:43:25 PM

filhal me ne sirf pehla article parha hai

me ne mushi ki biography nahi parhi so cant say anything abt it,, par yeh samajh nahi i k jawed sahab ko mushi ki kitab achi lagi ya buri

Posted on 4/14/2008 3:56:39 PM

Ashii:
filhal me ne sirf pehla article parha hai

me ne mushi ki biography nahi parhi so cant say anything abt it,, par yeh samajh nahi i k jawed sahab ko mushi ki kitab achi lagi ya buri


lol@ mushi
i think buri lagi

Posted on 4/14/2008 4:22:12 PM

rapunzel:
olldman:
Har subject mein, mahir bane ki koshesh mein ghalti ka amkan bhar jaata hai, Choudhary Sahib ki kuch writing se ahsaas hota hai mujhe.


maslan apko unki kis tehreer mein ghalti lagi


Musharaff Sahib, ki biography, pe mujhe to Choudhary Sahib ki baat mein kuch narazzghi laghi.

Aik soldier, commander in chief, ke bare mein ye kehna ke us ne ghalti ki hai kuch baton ko publish kar ke.

Zara souchein ke wo aik mahir stratagist hein (Mushaaraf)aise waqat, aise halaat mein. Kaya aur kaise sawal khud se pouche hoonghe likhne se phale.
kuch baton ko preapproach bi karna hota hai.

Meri souch to kuch is tarah ho ghi.

Hammari nuclear development ke dorran american aur european media sawal karte the leadron se ke Aap nuclear bomb bana rahe hein to jawab mein inkar houa karta tha. Iss bare sawal ke jawab me negative jawab hota.

Europe ko fikar hone laghi ke jhoot kayon bhola ja raha hai.? Iss baat pe wo bahut fikar mein chalne laghe the.

Posted on 4/15/2008 5:00:44 AM

ohh mujhe aik baat samjh nhi ati k bahir rahne wale Mush ko itna behter aur acha insan kion samjhte hain baat simple si hai insan jab apne bare mein likhta hai tu kuch andaz mein kabhi sokhi bi aa jati hai aur baaz auqat jo baat nhi nikalne wali hoti wo bi nikal jati hai maun se ab theek hai wo chahe jitne marzi ache insan ho jo kuch wo aj yahan Pakistan mein kar rhe hain "wanna,sawat,isb" mera nhi khayal ye kisi lehaz e thek hai Quaid bi in halaat se guzre tab in logon ne har haal mein Pak kasath dya aur Aj Mush inhe hi mujrim sabit kar rha hai very very bad kya aik insan power ki lalich mein itna girr jata hai k rooz kayi be-gunnah afraad ko gharon se utha le

Last days mein ne akhbar mein parha tha "Human Rights" ki report thi k Mush Govtt se pahle "La-Pata" afraad ka koi tasavur hi nhi tha

ap zero point 2 parhein us mein Javed Sahib ne her Leader ko ache aur bure ka kaha hai wo 2002 ka zamana tha
2007 ko ye book publish hui jo Leader 5 saal mein bi na samjhe use hum kya kahein??

Is waqt Pak mein kisi k pas itna time nhi k aisi books parhe aik leader se pichle dino kaha tha agr ye book Mush as a civilian likhta tu iski 100 books bi na bikhti

Posted on 4/15/2008 12:28:01 PM

Ashii:
filhal me ne sirf pehla article parha hai

me ne mushi ki biography nahi parhi so cant say anything abt it,, par yeh samajh nahi i k jawed sahab ko mushi ki kitab achi lagi ya buri


Hi Ashii, waqat mile to zaroor parein,

Posted on 5/7/2008 4:41:28 AM

rapunzel:
ohh mujhe aik baat samjh nhi ati k bahir rahne wale Mush ko itna behter aur acha insan kion samjhte hain baat simple si hai insan jab apne bare mein likhta hai tu kuch andaz mein kabhi sokhi bi aa jati hai aur baaz auqat jo baat nhi nikalne wali hoti wo bi nikal jati hai maun se ab theek hai wo chahe jitne marzi ache insan ho jo kuch wo aj yahan Pakistan mein kar rhe hain "wanna,sawat,isb" mera nhi khayal ye kisi lehaz e thek hai Quaid bi in halaat se guzre tab in logon ne har haal mein Pak kasath dya aur Aj Mush inhe hi mujrim sabit kar rha hai very very bad kya aik insan power ki lalich mein itna girr jata hai k rooz kayi be-gunnah afraad ko gharon se utha le

Last days mein ne akhbar mein parha tha "Human Rights" ki report thi k Mush Govtt se pahle "La-Pata" afraad ka koi tasavur hi nhi tha

ap zero point 2 parhein us mein Javed Sahib ne her Leader ko ache aur bure ka kaha hai wo 2002 ka zamana tha
2007 ko ye book publish hui jo Leader 5 saal mein bi na samjhe use hum kya kahein??

Is waqt Pak mein kisi k pas itna time nhi k aisi books parhe aik leader se pichle dino kaha tha agr ye book Mush as a civilian likhta tu iski 100 books bi na bikhti


Rapunzel jee mein souch raha tha ke kaya jawab doon aap ke sawal ka, Pakistan ka leader koi bhi ho use jab tak
CIA ijjazat na de jeene ki wo nahi zindha ra sakta.

Army ke alwa koi bhi kissi bahir ki takaat ko oih nahi kah sakata. Army awam hai aur doosre leadron ki tarah apne supporters ke khandhe pe gun rakh kar nahi chalaate.

Pakistan ke andhar kaya ho raha hai, bahteri ke liye hum dua karte hi rahte hein.

Bush to takreerein hi karta hai, hunghamai halaat mulk ke andhar ya bahir us ke bas ki, bhi baat nahi, wo koi aur takaat hai.

Posted on 5/7/2008 4:44:17 AM