V se vvvvv vvv bad..
do din liye hum kya gae,, yeh bache to haath se hi nikle jaate hein
WAFA ka naam zamane mei aam kar jau
phir uss k baad me zinda rahu k marr jau..
maza to jab hai k dushman bhi mujh ko yaad karein
misaal pyaar ki aisi me chor kar jau
phir uss k baad me zinda rahu k marr jau..
WAFA ka naam zamane mei aam kar jau..
btw,, WAFA ka record lagana kitna asaan hai na