Waalaikum Assalam
yaar mein tu jab bi news dekhti hun aik se barh k aik bonga add lagta hai![]()
shuker hai koi acha mem bi aya hai![]()
Waalaikum Assalam
yaar mein tu jab bi news dekhti hun aik se barh k aik bonga add lagta hai![]()
bongay add kon sai hotay hain???
shuker hai koi acha mem bi aya hai![]()
thanks a lot...![]()
![]()
surfexcel ka bachon wala add acha hai..
aur aik rupya scheme wala somehow nice...
Assalam O Alaikum
*bank Of India,Surf Excel ka Add dekhnay ka ittefaak nahi hua
Tata Tea ka Add acha hain
"Har subha sirf Utho nahi Jaago lolz"
ManPasand cooking oil ka Commercial bhi Acha hain...!
mujhay to Habib banaspati ka add boht acha laga...
jis mai bacha laddo khanay ki koshish kar raha hota hai
aur hath hil jata hai har baar...![]()
![]()
mujhay to Habib banaspati ka add boht acha laga...
jis mai bacha laddo khanay ki koshish kar raha hota hai
aur hath hil jata hai har baar...![]()
![]()
mein ne nhi dekha![]()
Pepsi ka add acha hai cars ki chat per aftar wala