
quote:
Sir, main nay haak nahin khaak likha tha..aap bhi free eye camp main tashreef lay aain..aap ko bhi zaroorat hai...
quote:
righto.......tou aap k moun main ...mera matlab hai aank main khaak parh gaye hai ...petrol lay kar aankhain wash karain theek ho jaye ga,,,,

haan g, shukar karain main nay baad main aag jala k aankhain sukhanay ka mashwara nahin dia.......
waisay main bohat dukhi hoon aaj kal
kuch nahin batanay ka koi faida nahin ab jani dada bhi kuch nahin kar saktay![]()
I hope so
kia old avatar upload nahin ho saktay?
I want my old avatar (baqoul aap k baghair ankhon wala)
khair hai na yeh meray baad aanay walay friends mujhay kyoon welcome kar rahay hain? waisay phir bhi thanx![]()
nahin
jab profile fill kia tha wahin say choose kia tha
ab walay itnay munnay munnay (small) say hain