Bojh sako to ik paheli hun main,
Hal ker sako to ik sawal hun main,
Soch sako to ik khayal hun main,
Suljha sako to ik jaal hun main,
Dekh sako to ik khwab hun main,
Samjh sako to ik sarab hun main,
Orh sako to ik rida hun main,
Jlaa sako to ik bujhta Diaa hun main,
Ger phir bhi na pa sako meri haqeqat,
To khud say pooch lena jan jao gy kon hun main......!
Woh humain nazrandaz kr k khud ko b saza deta hy,
Kash woh mujhy mera qasoor to bta dy..
thak gaye hun us sy poochty poochty,
kuch nahi to stany ka ilzaam hi lga dy,
bus or sabr apna nahi azmana chahty,
berh k woh hmari aas ka dia he bhuja dy...
Mere Mehboob Aaj Ajaa Tu,
Rasme Ulfat Zara Nibha Ja Tu,
Char Din Ki Ye Zind Gani Hai,
Isko Zannat Bana Ja Ajaa Tu,
Malum Hi- Hai Ye Na Mumkin,
Na Ko Mumkin Aa Banaja Tu,
Apni (Bibbo) Ki Ye Sada Sunle,
Rasme Ulfat Aaj Aa Nibha Ja Tu.
roz taron ki numaish mein khalal parta hai
chand pagel hai andhery mein nikal parta hai
aik diwana musafir hai ankhon mein
waqt be-waqt ther jata hai chal parta hai
apni tabeer k chaker mein mera jagta khwab
roz suraj ki trah gher se nikal hai
roz pather ki himayt mein ghazal likhty hai
roz sheeshon se koi kam nikal parta hai
us ki yad aie hai sanso ara ahiista chalo
dharkano se bhi ibadat mein khalal partta hai........
!WITHOUT U!