Logo

Kya Sahih Kya Ghalt??

sun_shine:
Rapunzel:
Aik Quote hai "Umeed pe Dunya Qaim hai" jab k dosra Qool hai
"Insan ko Loog nhi balkay unse wabasate Umeedain Dukh deti hain"


Insan ko umeed rakhni chahiye ya nahi??thts the Question


Assalam O Alaikum

*yaa Very Right
Rishton aur Umeedon ka buhat gehra taluk hain
Like its Natural for us
Hum Apnay parents,brothers etc se buhat umeedain rakhtay hain
But In other case Like in friends
hamain ziyada Umeedain nahi rakhni chahiye
Kyunki aksar aapki umeed Poori nahi hoti
Like if My Friend is very caring n Loving
She also want me to be very loving and caring towards her
Per agar aisa nahi hota
Definately yeh hum se wabista umeedain unhain Dukh puhunchaingi
So Dont Expect alot
Coz Expectations Hurts...!



Waalaikum Assalam
tum ne sahih kaha hai khoon k rishte aur hote hain aur frnds ka rishta aur baaz auqat hum ghalt dost chun lete hain aur un se bi umeed laga beththe hain aur jab hurt hote hain tab hamein pathar ka farq malum hota hai

Posted on 8/13/2008 1:07:52 AM

sun_shine:
~Fragi~:
nah i think frns n fam mein same degree of expectations honee chaiyee ss


Assalam O Alaikum

*Right Sir
per Blood realtions and Friends main kafi fark hota hain...!
The Next person pe bhi depend karta hain...!


Waalaikum Assalam
bilkul jab tak ap ko agle ka mental level ka nhi malum ap us se kuch bi expect kar sakte ho sawaye khaloos k

Posted on 8/13/2008 1:08:50 AM

*yaa Right...!

Posted on 8/13/2008 1:20:39 AM

thnx Alot Dear

yar im still searching k pahli qute kis ki hai

Posted on 8/13/2008 1:22:12 AM

*ok
hum bhi search kartay hain InshAllah...!

Posted on 8/13/2008 1:31:25 AM

InshaAllah thnx alot

Posted on 8/13/2008 1:34:14 AM

*Most welcome Always...~!

Posted on 8/13/2008 1:58:51 AM


Posted on 8/13/2008 2:02:17 AM

sun_shine:
~Fragi~:
nah i think frns n fam mein same degree of expectations honee chaiyee ss


Assalam O Alaikum

*Right Sir
per Blood realtions and Friends main kafi fark hota hain...!
The Next person pe bhi depend karta hain...!


no doubt next person per tu depend karta hee hai

coz us ney ummeed pori/na pori karnee hoti hai

Posted on 8/13/2008 11:34:13 AM

Rapunzel:
~Fragi~:
ak imp baat

Insaan ko ummeed sirf tabhi rakhnee chaiyee jab woh khud apney aap sey na umeed ho


hmm aik gehri baat ki hai


coz insaan ko jab apney aap sey umeed na ho tu tab woh kissi aur kee taraf dekhta hai

Posted on 8/13/2008 11:36:17 AM

ap ne sahih baat ki hai but thoooora sa ikhtelaaf bi hai

Posted on 8/13/2008 12:17:58 PM

woh kis tarah


dekho meray kehney ka matlab hai k insaan ko khud per yakeen kamil hona chaiyee

Posted on 8/13/2008 2:34:08 PM

ikhtelaaf aise k insan zaruri nhi khud se na-umeed ho tu hi umeed laga bethe baaz auqat ye aik natural phenomena bi ho sakta hai


Insan ko khud per nhi Allah ki zaat par yaqeen e kamil hona chhaiye

Posted on 8/13/2008 3:07:03 PM

nahi Allah kee zaat per yakeen mustakhim hota hai

Posted on 8/13/2008 5:07:26 PM

sab ka nhi hota

Posted on 8/13/2008 6:34:36 PM

yeah it depends

Posted on 8/13/2008 6:36:27 PM

kya mujhe koi bata sakta hai k ye quote kis ka hai"umeed par dunya qaim hai"

Posted on 8/14/2008 1:22:20 AM

unknown

Posted on 8/14/2008 12:17:01 PM

ook thnx

Posted on 8/14/2008 1:14:18 PM

mention not

Posted on 8/14/2008 1:39:16 PM

00K

Posted on 8/15/2008 2:00:28 AM

007 James Bond

Posted on 8/15/2008 1:34:27 PM

kahan kab

Posted on 9/5/2008 6:55:32 AM

yaheeeeeeen

Posted on 9/5/2008 12:12:38 PM

nazar nhi araha

Posted on 9/5/2008 1:45:01 PM

Assalam O Alaikum

*Disscussion kahan tak puhunchi jee?

Posted on 9/9/2008 9:04:16 AM

ankhoon k samney

Posted on 9/9/2008 11:04:30 AM

sun_shine:
Assalam O Alaikum

*Disscussion kahan tak puhunchi jee?


wasalam aab tu james bond ko dhonda ja raha hia

Posted on 9/9/2008 11:06:30 AM

sun_shine:
Assalam O Alaikum

*Disscussion kahan tak puhunchi jee?


Waalaikum Assalam

Peshawar tak

Posted on 9/9/2008 2:05:29 PM

~Fragi~:
ankhoon k samney


?

Posted on 9/9/2008 2:05:36 PM