Logo

Aaj ki Subah

ooo waqai phir hogi

Posted on 9/19/2008 3:13:53 PM

shuker hai hajj ho gya

Posted on 9/20/2008 4:38:06 PM

ramadan mein hajj ??

Posted on 9/21/2008 12:08:55 PM

kuch na-mumkin nhi

Posted on 9/21/2008 9:34:12 PM

but yeh tu hai

Posted on 9/21/2008 11:41:27 PM

it ur thinking

Posted on 9/21/2008 11:54:30 PM


rapu... kya ho gya hai...

Ramzan mai hajj....


Posted on 9/22/2008 9:30:02 AM

Bhai mumkin hai

Ap ne wo 5 baatain nhi parhi hui(sone se pahle kuch ibadat se hajj ka sawab milta hai)tu phr aisa kion nhi mumkin behsak asli hajj aur hai lekin hajj to hua na

Posted on 9/22/2008 11:18:02 AM

hajj ka sawab kissi nafli ibadat mein nahi milta

baki Allah raheem hai .. woh kabhi bhi kisi ko kaheen b koi b naiki ka ajar kissi b sorat mein dey sakta hai

Posted on 9/22/2008 5:06:39 PM

Sorry to say but Ap books parhain tu apko ziada acha malum ho ga hajj sirf tawaf se hi nhi pura hota aik cheez hoti hai niyat aur amaal ka daromadar hamesha neyat per hta hai...ye jitne sadar aur pm hajj karte hain kya inka hajj hota hai???hargiz nhi kayi logon ko mar kar jate hain hajj karne(900 chohay kha k billi hajj per chali )

Posted on 9/22/2008 10:34:11 PM


Hajj karna aur hajj ka sawab milna 2 mukhtalif batain hain...
Hajj sirf Zil-hajj main ho sakta hai... aur Hajj ka sawab kai forms mai milta hai...



Posted on 9/23/2008 10:39:29 AM

u mean agr hajj ka sawab mil jaye tu wo hajj nhi?

Posted on 9/23/2008 3:49:04 PM


Hajj kay baghair agar hajj ka sawab milay to kya hajj ki farziat khatam ho jae gi??

Posted on 9/24/2008 8:56:39 AM

manti hun aik qissa hai aik shaks k parents bohat burhey the aur wo hajj pe jana chahta tha tab usko ye kaha gya tha k tum parents ki khidmat karo tumhein hajj ka sawb mile ga InshaAllah tu us bande ne hajj karne ka irada chor dya aur parents ki khidmat ki ab khud batayain kya itna kafi nhi??

Posted on 9/24/2008 1:01:39 PM


is sai kahin bhi pata nahi chalta keh hajj ki farziat khatam ho gai...
is tarah to jihad ki bhi boht si misalain milain gi...
lekin is kay context mai bhi to dekhain
yeh samjhanay ki koshish nahi ki gai keh hajj ka sawab milnay sai hajj karnay ki zarorat nahi rehti...
is sai parents ki khidmat per kitna zor hai woh pata chalta hai...

Posted on 9/24/2008 1:23:26 PM

Bhai ap apni baat se tu hatne nhi wale is lye no more comments at this

Posted on 9/24/2008 1:25:17 PM


give a valid point... agar agree na karun to kahiye ga...

Posted on 9/24/2008 2:08:00 PM

nhi ap nhi de rhi

Posted on 9/24/2008 2:11:35 PM


try karain...
himmat nahi harni chahiye...

Posted on 9/24/2008 2:17:12 PM

hmm phr kisi din but aj nhi

Posted on 9/24/2008 2:33:51 PM

Rapunzel:
Sorry to say but Ap books parhain tu apko ziada acha malum ho ga hajj sirf tawaf se hi nhi pura hota aik cheez hoti hai niyat aur amaal ka daromadar hamesha neyat per hta hai...ye jitne sadar aur pm hajj karte hain kya inka hajj hota hai???hargiz nhi kayi logon ko mar kar jate hain hajj karne(900 chohay kha k billi hajj per chali )


dekho nuthing to fite

but hajj is a physical ibdah' and must b carried out on holy days of zil hajj

baki haj k sawab kee baat tu woh Allah behtar janta hai k kis ko kia dena hai


aur pmz n sadarz ka hajj ager zaati kharch per hoga tu hee Allah kabul karey ga

Posted on 9/24/2008 7:51:23 PM

im nt fighting

Posted on 9/24/2008 8:12:56 PM

u poses like dat

Posted on 9/24/2008 8:55:28 PM

its ur thinking

Posted on 9/24/2008 9:35:44 PM

no dats wat i percieve

Posted on 9/25/2008 1:42:38 AM



and wat i get is... its all useless...

Posted on 9/25/2008 10:28:04 AM


Posted on 9/25/2008 1:20:17 PM


ap ko kya faida nazar aaing jo hasing...

Posted on 9/26/2008 9:25:46 AM

ap ko nhi tellna

Posted on 9/26/2008 1:11:09 PM


kyoun kyoun kyoun...


Posted on 9/26/2008 1:16:59 PM