yeh baray kaam kon se hotay hain
wo kia hawai jahaz ko dhekka lagata hai
ya aik haath se minar e pakistan ko utha ta hai
ya kano se cigret pita hai
batao na kon sa bara kaam kerta hai?
Acha pehey to suno pehla kaam
Main nikla ho plane le ke ho rastey mein eik mor aya main uthey trade center tor aya rub jane kub guzara newyork aur kab janey pentagon aya main uthey plane chor aya :P