Logo

Disability

Menay baat kerni hai loogon ke disability ke baray meai,
ek saal pelay meri college ko pata chala meai disabled hoon parhai meai, mera condition ka naam hai dyslexia, he hota hai insaan ko spelling meai, aur logical topics meai problem hai,likin I.Q naturaly high hota hai,

abb meai University meai hoon , aur udder lecturers ko batana para meri condition ka, us ke baad uno nay decide kiyah ka mujay extra exam time milay aur mujay study support upper se specialist softwear be,

Last week meai Legal section meai thi, case dhoond rahi thi, meai beti notes banay. mujay peechay se awaz ayie doo larkiyan baat kar rahi thi disabled students ke baray meai, ke woh freeloading ker rahay hai aur unko university meai dhakil honay ka huq nahi.

meai upset bhoot howi, weekend per upset rahi, raat ko pir missy ko bataya, missy ghussa ker kay us nay kaha uni ja ker sub ke essi ke tessi kerti ,

likin us nay mujay kaha mera kasoor nahi hai, aur upper se jab ye kami be hai tab be meai unko ke level meai paarti hoon,

ajj university gayie aur sub ko pata challa meai dyslexic hoon, shock meai thay, unko ko nahi lagta tha meray lectures meai jawabs deek ker kay mujay parahi meai kammi hai,

abb meai pooch na chati hoon, society meai insaan ko loog kyion apnay neechay samjtay hai jab pata chalay kay us ko kahni na kahni se kami hai?

meri disbility physical nahi hai, likin untee effect kerti hai, mujay takreeban last year college meai pata challa us ke baad be mujay two A's two B's aur C mila graduation meai

so why do people have the prejudice?

Posted on 10/24/2008 11:40:27 PM

oya looog baatian karty hain un ko karnay doo n duniya asiya ghutiya ppl say bhari hui hai n she is right un sub ki asii ki tasi tum khabi bhi apna confidance na khona n apni motivation khud kiya karo u r the best gal .n everybody is equal jitna mera right hai utna he tumhara ok . n u r a super fine gal thats y mai tum ko tung kartaa hoon . ok n ager koi asii ghutiya baat bhi karay asii baat kisi say nahi karty ek kaan say suni n dosray say nikal di ya kethy hua wotever ok . n asian u r storng gal tum ko is duniya mai kisi ki hamdardi ki zorart nahi ok .n dyslexic is ntt a disability ok u r a super fyne waltham staw gal

Posted on 10/25/2008 12:18:56 AM

i never though'd i'd hug an amercian but

GEE-Z AJA JAPPI PAA

Posted on 10/25/2008 12:27:55 AM

no juppi u waltham's gal lol   u know wot i hve a niece her name is naba she is 5 year old i love her she is my life but but mai jitna us ko tung kartaa hooon u tum soch nahi sakti n woh ghussy mai a k mujy jo khari khari SUNATI hai i love us ki un khari kahri baaton say n tum bhi khuch wasi he hoo so plz muj say acchi acchi baatian na kiya karo lol

Posted on 10/25/2008 12:58:27 AM

Asian ur school n school teachers are mainly to blame for this, dyslexia should be caught at a very young age, its ur teachers failings which have led u to still hv it at uni. dyslexic children normally hv a higher IQ, jus get as much help as you can from ur uni u will be fine

Posted on 10/25/2008 1:20:15 AM

Asian:
GEE-Z AJA JAPPI PAA

For that, I'm going to disown you!

Posted on 10/25/2008 5:27:54 PM

lol asian lo kar loo gal lol

Posted on 10/26/2008 12:22:20 AM

ok i do amercian style love

*sits on gee-z and farts*

Posted on 10/26/2008 1:58:06 AM

oya nahi this is gul style love lol

am ntt afraid tum ho na sub ki asii ki tasi lolzz

Posted on 10/26/2008 3:15:42 AM

*puts gee-z's number up on the notice board in a pink bar*

Posted on 10/26/2008 3:02:45 PM

Good girl.

Posted on 10/26/2008 6:20:05 PM

asian chalo kisi bhanay say dushman kush tou huay lol

Posted on 10/26/2008 11:10:15 PM

nice, this topic jus gave me an idea of a new user name...woohoo

Posted on 10/27/2008 2:08:27 AM

You're so silly!

Posted on 10/27/2008 4:58:07 AM

pagal amercians

sk muwah

Posted on 10/29/2008 5:56:18 PM

Nothing new there then.

Posted on 11/4/2008 6:27:14 PM

its cold

Posted on 11/29/2008 4:01:27 PM

Asian:
Menay baat kerni hai loogon ke disability ke baray meai,
ek saal pelay meri college ko pata chala meai disabled hoon parhai meai, mera condition ka naam hai dyslexia, he hota hai insaan ko spelling meai, aur logical topics meai problem hai,likin I.Q naturaly high hota hai,

abb meai University meai hoon , aur udder lecturers ko batana para meri condition ka, us ke baad uno nay decide kiyah ka mujay extra exam time milay aur mujay study support upper se specialist softwear be,

Last week meai Legal section meai thi, case dhoond rahi thi, meai beti notes banay. mujay peechay se awaz ayie doo larkiyan baat kar rahi thi disabled students ke baray meai, ke woh freeloading ker rahay hai aur unko university meai dhakil honay ka huq nahi.

meai upset bhoot howi, weekend per upset rahi, raat ko pir missy ko bataya, missy ghussa ker kay us nay kaha uni ja ker sub ke essi ke tessi kerti ,

likin us nay mujay kaha mera kasoor nahi hai, aur upper se jab ye kami be hai tab be meai unko ke level meai paarti hoon,

ajj university gayie aur sub ko pata challa meai dyslexic hoon, shock meai thay, unko ko nahi lagta tha meray lectures meai jawabs deek ker kay mujay parahi meai kammi hai,

abb meai pooch na chati hoon, society meai insaan ko loog kyion apnay neechay samjtay hai jab pata chalay kay us ko kahni na kahni se kami hai?

meri disbility physical nahi hai, likin untee effect kerti hai, mujay takreeban last year college meai pata challa us ke baad be mujay two A's two B's aur C mila graduation meai

so why do people have the prejudice?

Assalam O Alaikum

Right jee
Personally I think ziyada tar logo ki aadat hoti hain aisay waisay comments denay ki
unka maksad hi yehi hota hain k next Person ko is comment se buhat bura feel ho
aur jab hum woh comment sun k bura feel karnay lagtay hain it means that k woh apnay plan main kamyaab ho gaye
So hamain chahiye k bilkul bhi bura feel na karay
aur Unko kamyaab na honay dey
I wish you All the best for ur Future InshAllah

*Faith makes all things possible
Hope makes all things work
and Love makes all things beautiful.
May you have all of them hamesha ...!   

Posted on 11/29/2008 7:00:19 PM

sun_shine:

Posted on 11/29/2008 7:31:27 PM

Posted on 12/1/2008 12:07:32 AM

Posted on 12/1/2008 2:52:54 AM