Logo

Difference

haan tu ohr awam khud apne ap ko bewaqoof banati hai na leaders tu nhi bana rhe na

Posted on 1/3/2009 7:20:10 PM

Rehan M Din:

SS.... farz se to har koi kahin na kahin per ghaflat barat hi raha hai... so it means k woh ghaddari hai???


Rapu... Pakistan ki politics main aisa hi hota hai... kabhi aik party to kabhi dosri party... jab k sab ko pata hai keh inhon nay corruption ki thi last year...


Assalam O Alaikum

*Yaa Right
May be yeh Bhi aik Kisam Ki Ghaddari hain
Kyunki is se hamara Hi Nuksaan Hota hain
Agar ek Teacher Ki job hain Students Ko parhana
Tho yeh Unki Duty hain k kisi tarah students main
us Subject k liye ineterest paida Kiya jaye
Coz Unko Job karnay K liye Paisa Milta hain
Woh free Kuch nahi kar rahay Hotay
Yehi Qanoon har Job pe lagoo Hota hain...!

Posted on 1/4/2009 12:21:27 PM

Rapunzel:
haan tu ohr awam khud apne ap ko bewaqoof banati hai na leaders tu nhi bana rhe na


to kya leader kisi ko bewakoof nahi banatay???

dono apna apna kam kar rahay hain...

Posted on 1/6/2009 12:21:38 PM

sun_shine:


Assalam O Alaikum

*Yaa Right
May be yeh Bhi aik Kisam Ki Ghaddari hain
Kyunki is se hamara Hi Nuksaan Hota hain
Agar ek Teacher Ki job hain Students Ko parhana
Tho yeh Unki Duty hain k kisi tarah students main
us Subject k liye ineterest paida Kiya jaye
Coz Unko Job karnay K liye Paisa Milta hain
Woh free Kuch nahi kar rahay Hotay
Yehi Qanoon har Job pe lagoo Hota hain...!


yeh kon si qisam ki ghaddari hai??

Posted on 1/6/2009 1:27:38 PM

Leader bane banye huon ko nhi banate

Posted on 1/6/2009 3:11:37 PM

Rehan M Din:
sun_shine:


Assalam O Alaikum

*Yaa Right
May be yeh Bhi aik Kisam Ki Ghaddari hain
Kyunki is se hamara Hi Nuksaan Hota hain
Agar ek Teacher Ki job hain Students Ko parhana
Tho yeh Unki Duty hain k kisi tarah students main
us Subject k liye ineterest paida Kiya jaye
Coz Unko Job karnay K liye Paisa Milta hain
Woh free Kuch nahi kar rahay Hotay
Yehi Qanoon har Job pe lagoo Hota hain...!


yeh kon si qisam ki ghaddari hai??




*Assalam O Alaikum

*Yeh daily Life ki woh choti choti Ghadaariyaan hain
Jo baray baray Nuksaan karti hain...!
Aur Hum main sey aksar Aisa kartay hain...!

Posted on 1/6/2009 5:44:46 PM

Waalaikum Assalam

hmmmmm

Posted on 1/6/2009 6:15:46 PM


First stage per isay be-imani kehtay hain...

4th ya 5th stage per ja kar is ka taaluq ghaddari sai banay ga...

ham First stage ki ghaddari ki baaat kar rahay hain...

Posted on 1/12/2009 12:32:44 PM

Rapunzel:
Leader bane banye huon ko nhi banate


to phir Election Manifesto kya hota hai???

Posted on 1/12/2009 12:34:03 PM

Rehan M Din:

First stage per isay be-imani kehtay hain...

4th ya 5th stage per ja kar is ka taaluq ghaddari sai
banay ga...

ham First stage ki ghaddari ki baaat kar rahay hain...


Assalam o alaikum

*Yaa thats Right
Means Over all bey Imaani aur Ghaddari Aik hi hain
First Stage ki Ghaddari Means Jo Hamaray Politicians
kartay hain ?


Posted on 1/13/2009 7:39:58 PM

Rehan M Din:

First stage per isay be-imani kehtay hain...

4th ya 5th stage per ja kar is ka taaluq ghaddari sai banay ga...

ham First stage ki ghaddari ki baaat kar rahay hain...


hmm sahih

Posted on 2/8/2009 11:52:43 PM

Rehan M Din:
Rapunzel:
Leader bane banye huon ko nhi banate


to phir Election Manifesto kya hota hai???


menu ki pata

Posted on 2/8/2009 11:53:10 PM

sun_shine:
Rehan M Din:

First stage per isay be-imani kehtay hain...

4th ya 5th stage per ja kar is ka taaluq ghaddari sai
banay ga...

ham First stage ki ghaddari ki baaat kar rahay hain...


Assalam o alaikum

*Yaa thats Right
Means Over all bey Imaani aur Ghaddari Aik hi hain
First Stage ki Ghaddari Means Jo Hamaray Politicians
kartay hain ?



Waalaikum Assalam
nhi dear hamare politicians is waqt 4th stage per hain kion k ye aik ghakti bar abr dohra rhe hain

Posted on 2/8/2009 11:53:42 PM