Logo

~ZaM’s corNer~

Rehan M Din:

boht khooob...

Posted on 4/1/2009 4:45:05 AM

Sub log yahan par qismat kay bay tor thapairay sehtay hain
Par jeetay hain aur jeenay ki ik aas say chimtay rehtay hain

Posted on 4/1/2009 4:50:26 AM

Ajeeb morr pe thehra hai qaafila dil ka
Sukoon dhoondnay niklay thay wehshatain bhi aa gayin..!!

Posted on 4/5/2009 4:41:00 PM

*Walaikum Salaam

*Nice sharing...!

Posted on 4/5/2009 6:21:54 PM

ThankS dear :)

sun_shine:

*Walaikum Salaam

*Nice sharing...!

Posted on 4/6/2009 3:42:26 AM

Wo mera sab kuch hai mera mukaddar nahi
Kash wo mera kuch na hota mera mukaddar hota

Posted on 4/6/2009 3:46:24 AM

wo poch rahi hy mujhy sy,
mairi muhabbat ka jawaz,
mang rahi hy mujh sy mairy wadon ka Hisab...
Suno...!
Tum ny to kaha tha
Ya karon ga,
Wo karon ga,
Kia Hoa ....?
Kahan gya wo Muhabbat ka rang...
Sath Jeeny ky wady ...
Suno ... !
Tum Mard,
Bewafa hoty ho..
Tum kia Jano Muhabbat kia hoti hy ??
Aur mai bas yahi kah paya
Janan...!
Mai Hara Hoon Magar...
Muhabbat ki Jeet k Lie..... !!

Posted on 4/8/2009 11:29:30 AM

Little Vampire:

Posted on 4/8/2009 8:24:35 PM

i wish n pray mohabbat jeeet jaya karey

Posted on 4/8/2009 11:01:06 PM

ZaM:
Wo mera sab kuch hai mera mukaddar nahi
Kash wo mera kuch na hota mera mukaddar hota

hmmm, so true.

Posted on 4/8/2009 11:42:06 PM

Wo ye samjhta hai k main har chehray ka talabgar hun FARAZ
Main dekhta sabhi ko hun bas Ussi ki talaash main

Posted on 4/9/2009 2:53:53 AM

na ho udass wo tujh say agar nahi milta
yahaan kissi say koi umer bhar nahi milta

huwa hai shaher tabha tujh ko tu khaber hogi
bohat dino say mujhy apna ghar nahi milta

har ik more pay milty hain sainkron chery
may dhoond ta hoon jissy wo magar nahi milta

Posted on 4/9/2009 11:58:25 PM

tanha rehna seekh raha hon
mar k jeena seekh rha hon
maang kr pana seekh rha hon
paa k khona seekh rha hon
sabr ko zaad-e-rah bana kr
kaanch pe chalna seekh rha hon
phirty phirty sehra sehra
pyaas ko peena seekh rha hon
jeene k hein ajab takazey
zinda rehna seekh rha hon
madhoshi ne bohat sataya
hoosh mein rehna seekh rha hon
is per heraan bhi hota hon
kartab kya kya seekh rha hon.....!!!

Posted on 4/11/2009 2:27:01 AM

ZaM:
tanha rehna seekh raha hon
mar k jeena seekh rha hon
maang kr pana seekh rha hon
paa k khona seekh rha hon
sabr ko zaad-e-rah bana kr
kaanch pe chalna seekh rha hon
phirty phirty sehra sehra
pyaas ko peena seekh rha hon
jeene k hein ajab takazey
zinda rehna seekh rha hon
madhoshi ne bohat sataya
hoosh mein rehna seekh rha hon
is per heraan bhi hota hon
kartab kya kya seekh rha hon.....!!!

nice

Posted on 4/11/2009 9:37:22 AM

Little Vampire:
ZaM:
tanha rehna seekh raha hon
mar k jeena seekh rha hon
maang kr pana seekh rha hon
paa k khona seekh rha hon
sabr ko zaad-e-rah bana kr
kaanch pe chalna seekh rha hon
phirty phirty sehra sehra
pyaas ko peena seekh rha hon
jeene k hein ajab takazey
zinda rehna seekh rha hon
madhoshi ne bohat sataya
hoosh mein rehna seekh rha hon
is per heraan bhi hota hon
kartab kya kya seekh rha hon.....!!!

nice

Thanks

Posted on 4/11/2009 12:00:29 PM

Mom ki trah pighalte hue dekha usko,
Rut jo bdli to bdalte hue dekha usko,
Wo jo kante ko b narmi se chowa krta tha,
Hm ne pholon ko masalte hue dekha usko,
Jane ks gham ko chupane ki tamna thi use,
Aj hr bat pe hanste hue dekha usko,
Jane wo mangne jata tha duaon me kise,
Hath uthate hi sisakte hue dekha usko

Posted on 4/14/2009 4:19:09 AM

Ae jaan-e-faraz ae mere har dukh ke maseeha
Har zeher zamaane ka tere naam se utrey!

Posted on 4/16/2009 4:26:08 AM

Bey panah chahat k baad bhi hum ussey pa na sakey,
Kissi khush naseeb ney ussey Apni Bey-Rukhi sey jeet liya..!!

Posted on 4/17/2009 2:28:17 PM

Apni chaahat main shiraakat mujhe manzoor nahi
Ab tujhe bhi teri khwaahish nahi karne doon ga

Posted on 4/22/2009 4:10:35 AM

Assalam O Alaikum

*Buhat khoob jee
tamam shairy Buhat Achi hain...!

Posted on 4/23/2009 10:32:02 PM

sun_shine:
Assalam O Alaikum

*Buhat khoob jee
tamam shairy Buhat Achi hain...!

wa aLaikuM aSSalam

Shukriya :)

Posted on 4/24/2009 4:02:06 AM

*Most welcome Always...!

Posted on 4/25/2009 1:30:15 AM

Posted on 4/25/2009 1:57:43 PM

Khuwab Aur Haqeeqat Mein

Farq Shayad Itna Hai

Khuwab Toot Jaata Hai

Haqeeqat Torr Deti Hai ....!!

Posted on 4/25/2009 1:57:57 PM

Malik Mery dil ki khushiyan tu ny!!
kin logo sy JORI hain
jin sy milny ky RASTY main
AAG ka darya perta hai!!

Posted on 4/30/2009 2:01:16 AM

Suna hai laug ussay aankh bhar ke dekhtey hain,
So uss k shehr main kuch din theher k dekhtey hain

Suna hai rabt hai uss ko kharaab haalo'n se,
So apney aap ko barbaad ker ke dekhtey hain

Suna hai dard ki gaahak hai chashm-e-naaz uski,
So hum bhi uss ki gali se guzar k dekhtey hain..

Suna hai usko bhi hai sher-o-shaiyrii se shughaf,
So hum bhi mau'jzay apney hunar ke dekhtey hain

Suna hai bolay to baaton se phool jhartey hain,
Ye baat hai to chalo baat ker ke dekhtey hain

Suna hai raat ussey chaand takta rehta hai,
Sitaarey baam-e-falak se utar ke dekhtey hain..

Suna hai din ko usay titliaa'n sataati hain,
Suna hai raat ko jugnoo theher ke dekhtey hain

Suna hai hashr hain uss ki ghazal si aankhain,
Suna hai uss ko hiran dasht bhar ke dekhtey hain.

Siyaah chashm to dekhay hain per na aisay bhi,
K uss ko surma farosh aah bhar ke dekhtey hain

Suna hai uss ke labo'n se gulaab jaltey hain,
So hum bahaar pe ilzaam dhar ke dekhtey hain

Posted on 5/1/2009 4:39:37 AM

thats my fvrt one Zam....

Posted on 5/4/2009 2:38:22 PM

ZaM:
Wo ye samjhta hai k main har chehray ka talabgar hun FARAZ
Main dekhta sabhi ko hun bas Ussi ki talaash main

waow so true so true

Posted on 5/4/2009 2:44:15 PM

Assalam O Alaikum

*Beautiful Sharing
Specially "Khwab aur Haqeeqat"...!

Posted on 5/5/2009 1:41:06 AM

Thanks LiL vaMp & suN shinE :)

Posted on 5/5/2009 1:09:05 PM

Copyright © 2025 Janubaba.com. All rights reserved.