Yas yeh sub aap k liye nahi hay acha
sharab ki haqeekat
Jab toofan e Nooh aya tha
hazrat Nooh ki kashti main har janwar ka jaura tha aur har kisam k mevay k beej
to jab woh kinare par pohnchay to hukam howa k woh
zameen main beej boen Hazrat Nooh nay aisa hi kiya aur duniya main jitnay mevay hain sub k beej boe laikan
angur ka beej na mila
tab frishtay hazrat Jibrail nay unn ko bataya k uss ka beej
shaitaan nay chupa liya hay
Hazrat Nooh nay shaitan say jab beej manga to uss nay
aik sharat rakhi k beej ko aik bar paani hazrat Nooh dain gay aur teen bar shaitan
Hazrat Nooh nay socha k aghar maine is ki baat na mani
to meri qaum is phal say mehrum ray jay gi
To aik bar pani Hazrat Nooh nay diya
aur jab shehtan ki bari ai pani dehne ki to
pehli bar uss nay Lomari ka khun dala
dosri bar sher ka
tisri bar pig ka
To is liye angur main jo shirni hay woh hazrat Nooh k
pani dene ki badolat hay
aur jab uss ka raas nikala jata hay sharab banai jati hay
wooh hay unn teen paniyon ka asar jo shehtan nay dala
is liye Allah tala nay sirf angur k raas ko haram karar diya
baki kisi phal ka nahi
sharab kisi bi kisam ki ho dawa k tor par bi istmal karna haram hay
sorry aghar kisi ko is baat say itfaq na ho to
mene parha tha socha bata doon