Logo

~~~~ PowerCurve~~~~

madmax:
subha:
ALLAH ka shukar ada karte to hain main aur mere woh

mere naseeb main prince hay


aap k bare main malom nahi k shaid randwi ho(randwa wese hota kaun hay??)


hahaha beta jee subah ho gayi hai ab uth bhi jawoo din ko khawab deekhna choor doo



lo kar lo gul

Posted on 2/21/2004 11:31:26 PM

~Fragi~:
subha ko mar dala mady ney nahi nahi









































chuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuup

Posted on 2/21/2004 11:32:05 PM

mein kiya chup hoon hansi control nahi ho rhai na   

Posted on 2/21/2004 11:37:30 PM

made mere saath larai kar raha hay aur
aap rahe ho

Posted on 2/21/2004 11:40:03 PM

kiddoo,subah abhi bachy hai bahut jald samajh jayi ge

Posted on 2/21/2004 11:42:50 PM

~Fragi~:
mein kiya chup hoon hansi control nahi ho rhai na   


Badmash kahin kay...

Posted on 2/21/2004 11:43:12 PM

may aur tumharay sath aap ko to aik bar pehlay he bataya tha apnnay taste kay baray may

Posted on 2/21/2004 11:44:12 PM

madmax:
kiddoo,subah abhi bachy hai bahut jald samajh jayi ge






subha achi bachi hay main janti hoon
laikan kiya samajh jay ge haan?

Posted on 2/21/2004 11:44:45 PM

madmax:
may aur tumharay sath aap ko to aik bar pehlay he bataya tha apnnay taste kay baray may






aur mene bi aap ko kuch bataya tha aap k pm k jawab main
yaad to ho ga na

Posted on 2/21/2004 11:46:25 PM

Kantrol..

Posted on 2/21/2004 11:55:50 PM

subha:
madmax:
may aur tumharay sath aap ko to aik bar pehlay he bataya tha apnnay taste kay baray may






aur mene bi aap ko kuch bataya tha aap k pm k jawab main
yaad to ho ga na


beta jee may fazool pms nahi karta haan yea to aap ko maloom he ho ga

Posted on 2/21/2004 11:56:42 PM

haan bhia bus kantrool

Posted on 2/21/2004 11:57:48 PM

kis ko bola rey

mere ko nahi made ko samjha mere say panga nahi lene ka
kiya
uss ko bol day





aaj k aaj hi ban ho jay ga

Posted on 2/21/2004 11:58:37 PM

be tukka ilzaam laghanay say pehlay soochna caheyay

Posted on 2/21/2004 11:59:21 PM

madmax:
subha:
madmax:
may aur tumharay sath aap ko to aik bar pehlay he bataya tha apnnay taste kay baray may






aur mene bi aap ko kuch bataya tha aap k pm k jawab main
yaad to ho ga na


beta jee may fazool pms nahi karta haan yea to aap ko maloom he ho ga




itni der say beta beta bi kar rahe hain aur bateen bi sun lo inn ki

Posted on 2/21/2004 11:59:47 PM

madmax:
be tukka ilzaam laghanay say pehlay soochna caheyay




maine ilzaam nahi lagaya aik baat ki hay

Posted on 2/22/2004 12:01:06 AM

oho ,, kiya ho raha hai ??

Posted on 2/22/2004 12:04:42 AM

SORRY MERI TARAF SAY LARAI KHATAM AAJ HI MADE AYA HAY AUR AAJ HIIII
WELCOME BACK MADE AUR AB JB CHOR K NAHI JANE KA SUB KO MAD KARNE KA OK






Posted on 2/22/2004 12:06:45 AM

baba mad naraz nahi ho sakta .. i know

Posted on 2/22/2004 12:10:02 AM

kon si baat ki thi ab bata bhi doo

Posted on 2/22/2004 12:10:43 AM

woh chali woh chali ..........................................





Posted on 2/22/2004 12:12:37 AM

~Fragi~:
woh chali woh chali ..........................................









main chaliiii

Posted on 2/22/2004 12:14:41 AM

jo loog be wajaha sorry kehtay hain woh mujay zeher laghtian hain


Posted on 2/22/2004 12:15:01 AM

Subha ji Aap bhi na bus hadh kartein hain...

Woh Aaj aaya hey aur aap usko tang ker rahe hain...

Usko pyaar karo ..Phir dekhna..Agar merey ko kia hota to lol

No more tanging Only pyar pyar...

Posted on 2/22/2004 12:16:24 AM

kiyoon aur kisney keh dee sorry ./..

Posted on 2/22/2004 12:16:41 AM

madmax:
jo loog be wajaha sorry kehtay hain woh mujay zeher laghtian hain








Posted on 2/22/2004 12:18:44 AM

PowerCurve:
Subha ji Aap bhi na bus hadh kartein hain...

Woh Aaj aaya hey aur aap usko tang ker rahe hain...

Usko pyaar karo ..Phir dekhna..Agar merey ko kia hota to lol

No more tanging Only pyar pyar...





to aap karo na uss se piyar kis nay roka hay

Posted on 2/22/2004 12:19:33 AM

chaloo power tum he us say pyar karoo dum hai to duniya tumhary

Posted on 2/22/2004 12:24:42 AM

Mera pyar sab keliye hai...

ya song parho pir batana..ok

Do lafzun ki hey Dil ki kahani,
Ya hay mohabat ya hay jawani.

Ye kashti wala kia ga raha tha,
koi issey bhi yaad araha tha,

Qisay puraney yadein purani,
Ya hai mohabat ya hai jawani,

Is zindagi kay Din kitney kam hein,
kitney hein khoshian aur kitney gham hein,

Lag ja Galey se rut hai suhani,
Ya hai mohabat Ya hai jawani,

Do lafzun ki hai Dil ki kahani,
Ya hai mohabat Ya hai jawani..


Pyar only...

Posted on 2/22/2004 12:35:11 AM

wah wah wah .... kaun yaad araha hai ?:??

Posted on 2/22/2004 12:40:32 AM