Teacher: What r the people of Turkey called?
Student: I don't know.
Teacher: They r called Turks, now What r the people of Germany called?
Student: They r called Germs.
"Clever"
Teacher: Which is more important to us, the sun or the moon?
Pupil: Moon...
Teacher: Why?
Pupil: The moon gives us light at night when we need it but the sun gives us light only in the day time when we don't need it.
"Fruits"
Sajid asks Usman name three fruits?
He replies: 1 Mango 2 Apple.
"2 Pagal"
Pehla Pagal: Ager tum batao kay is Box mein kia hai tu ye anday tumharay aur ager tum ye bata du kay ye kitnay anday hain tu 5 kay 5 tumharay aur ager tum ye bata dogay ye kis kay anday hain tu wo morgi bhi tumhari.
Dosra Pagal: Yaar koi hint tu du.
"Hotel Ka Khana"
Customer: Bhai kab se wait ker raha hoon khana abhi tak tayyar nahi howa?
Hotel Wala: Sir kahana tu 3 din pehlay se tayyar hai bas gharam ho raha hai.
Aik church taameer ho raha tha. aik mazdoor khaasi bulandi se gir gya aur ussey khaasi chotein aayein.
aik paadri saab ne jo usse firtey dekha to jaldi se uss ke paas aye aur boley ," Khuda tumhaarey saath tha beta!"
mazdoor ne karahtey huye jawab diya," haa'n koi to saath tha , warna mujhey dhakka kon deta"
------------------------------------------------------------ ----------------------------------------
Aik saab makaan ke silsiey mein bohat pareshaan they, bohat tallash basyaar ke baad bhi koi makaan na mila to woh khudkushi ke iraadey se aik pahaar par charney lagey , raastey mein unhein aik tarbooz nazar aaya , unhoon ne ghussey mein tarbooz ko laat maari , aur tarbooz ke 2 tukrey ho gey , andar se aik jin nikla aur kaha, "kya hukam hai merey Aaqa!"
uss bandey ne kaha ke aik kamra chahiye rehney ke liye.
yeh sun kar jin ne muskaratey huye kaha ," agar rehney ko kamra mil jata to main tarbooz mein rehta"
------------------------------------------------------------ -----------