lol mujhe nahi pata tha k meri paan ki dukaan itni special hae k sab log doray hoye ayen gay.
ermmm ab mae to phass gai naa
kis ko doon
kis ko na doon![]()
chalo aisay karti hoon k
i'll start with shary n then hoor aur kiddo tum line k sab se peechay jaoo cuz meray ko tum se sara hisaab kitaab karna mangta![]()
aur haan
mera paan hae bara teeekhaaaa. zara bach ke![]()