Logo

!! Sweetie Pan Shop !!

~Fragi~:
soffia786:
~Fragi~:
soffia786:
ary subha kiyon bichary sweet say bachay kay pichey pary ho

wohi to eik masoom bacheey kee jan lee hoyee hai
..lolzzzzzzzz
khaikay pan baners wala khol jay band aqel ka tala

per churail kee akel ka tala nahi khula na

JIN BHOOOT Sweetie Ji is jin k pan mein bahoot sa chuna milana
aur aur kiya hota hay pan mein

haan bus mirchun wala pan jin ko bana k dain haan

Posted on 3/6/2004 6:55:22 PM

sharam kar larkay
teri yeh himat key auntie sey paisey mangay

apni mod ship pyari nahi rahi kya tujhey

mirchi nahi dhatoora daalo is key paan mein

Posted on 3/6/2004 6:59:51 PM

subha:
~Fragi~:
soffia786:
~Fragi~:
soffia786:
ary subha kiyon bichary sweet say bachay kay pichey pary ho

wohi to eik masoom bacheey kee jan lee hoyee hai
..lolzzzzzzzz
khaikay pan baners wala khol jay band aqel ka tala

per churail kee akel ka tala nahi khula na

JIN BHOOOT Sweetie Ji is jin k pan mein bahoot sa chuna milana
aur aur kiya hota hay pan mein

haan bus mirchun wala pan jin ko bana k dain haan

tu woh kya mirchoon wlala paan bhi acha hota hai ?

Posted on 3/6/2004 7:02:22 PM

Masi Sada Bahar:
sharam kar larkay
teri yeh himat key auntie sey paisey mangay

apni mod ship pyari nahi rahi kya tujhey

mirchi nahi dhatoora daalo is key paan mein

arey ji humari shop ka asool hai k hum special client sey extra charge kartay haina aab hum apna tradition to nahi toor saktey na

Posted on 3/6/2004 7:03:54 PM

~Fragi~:

tu woh kya mirchoon wlala paan bhi acha hota hai ?

to bora kaun sa hota hay

Posted on 3/6/2004 7:09:19 PM

subha:
~Fragi~:

tu woh kya mirchoon wlala paan bhi acha hota hai ?

to bora kaun sa hota hay

wohi jo churail kahti hai    

Posted on 3/6/2004 7:14:27 PM

~Fragi~:
subha:
~Fragi~:

tu woh kya mirchoon wlala paan bhi acha hota hai ?

to bora kaun sa hota hay

wohi jo churail kahti hai    

ji nahi churail pan nahi khati

Posted on 3/6/2004 7:19:19 PM

baaz aja kiddo... masi jee kafi naraz lagri hain....

masi jee.. aap ko kiddo ke account all paans free.. pls pareshaan na hoein.. bas apne darshan karate rahein

Posted on 3/6/2004 8:12:09 PM

meiney kab kissi ko tung kiya

meiney koi nai tung kiya na

aab special ppl sey bhi sale na hogi to kisey hogi

Posted on 3/6/2004 9:18:34 PM

yaar adeeb ko khara karo...
sab free mein lotayega.. then we will make him pay and then deduct his salary.. and then sale hogaeeeeeee

Posted on 3/6/2004 9:35:14 PM

heehehehe nice idea na

Posted on 3/6/2004 9:39:30 PM

lol.. mera sare idea ache hi hote hain... sunte kab ho?

Posted on 3/6/2004 9:41:51 PM

aap sunati hee kab hia n

Posted on 3/6/2004 9:45:05 PM

lol.. ab suno.. im going out.. tehn i will give u world famous recipe of kfc.. ana mere kitchen mein

Posted on 3/6/2004 9:46:26 PM

okies... per woh baju wali to nahi hogi na

Posted on 3/6/2004 9:49:35 PM

sharara:
baaz aja kiddo... masi jee kafi naraz lagri hain....

masi jee.. aap ko kiddo ke account all paans free.. pls pareshaan na hoein.. bas apne darshan karate rahein

yeh hoi na baat
Allah tujhey khush rakhay muft mein paan laganey wala dulha tujhey miley jug jug jiyo

Posted on 3/7/2004 1:35:56 AM

~Fragi~:
okies... per woh baju wali to nahi hogi na

baat samajh gaey na ap
auron sey jitney bhi paisey lein par auntie ki to apni hi shop hay phir kis baat ki paiement

beta baju wali ka peecha rehney do
us ka fiance Masha Allah bara pyara bacha hai, salman khan jaisey muscles hein 1 minute mei masal daley ga aap ko

Posted on 3/7/2004 1:38:45 AM

HUM KISSI SEY KUM NAHI

Posted on 3/7/2004 12:07:21 PM

tumein bhi khud rakhay masi .. tu nay jo bachoun ko khsh karnay ka theka jo ly rakha hay yahan ...

Posted on 3/7/2004 12:48:23 PM

soffia786:
subha:
~Fragi~:
soffia786:
[khaikay pan baners wala khol jay band aqel ka tala

per churail kee akel ka tala nahi khula na

subha dekho yah kiddo tumhay kiya kah raha hay.............

aab churail ko aur kiya kahoon ga

Posted on 3/7/2004 1:10:22 PM

khush*

Posted on 3/7/2004 1:17:26 PM

dekha ji ,..wol ney bhi mind nahi kiya na    

Posted on 3/7/2004 2:39:47 PM

masi jee khush karna ka theka leke bathi hai...karti thori hain..
and oye.. meri baju wali itni pasand hai to khud hi effort lagalo us ke liye

mein to apne chakkar set karne mein lagi houn

Posted on 3/8/2004 12:13:20 AM

sharara:
masi jee khush karna ka theka leke bathi hai...karti thori hain..
and oye.. meri baju wali itni pasand hai to khud hi effort lagalo us ke liye

mein to apne chakkar set karne mein lagi houn

kiya na aapo eik itna sa kaam bhi nahi hoota na    

Posted on 3/8/2004 12:25:22 AM

~Fragi~:
Masi Sada Bahar:
~Fragi~:
okies... per woh baju wali to nahi hogi na

baat samajh gaey na ap
auron sey jitney bhi paisey lein par auntie ki to apni hi shop hay phir kis baat ki paiement

beta baju wali ka peecha rehney do
us ka fiance Masha Allah bara pyara bacha hai, salman khan jaisey muscles hein 1 minute mei masal daley ga aap ko

HUM KISSI SEY KUM NAHI

Kiddo Beta

Sab yehi kehtey hain per baju wali k fiance sey maar kah k rotey hoye na aajana Apni Auntie k pass .. abhi sey khaberdar kar rahi hoon tum ko

aur shary beti .. is kiddo kee koi help na karna .. bara badmash hai yeh

aur soffia baaz aja aab mujhe masi kaha to acha na hoga

ya can call me Auntie

waise abhi meri age hee kitnee hai . yeh srk khan mera junior tha

Posted on 3/8/2004 12:55:49 AM

eray kidoo may tumhari help kerta hoo na yaha maray pass a ja

Posted on 3/8/2004 12:32:43 PM

sachi baba ji ....

Posted on 3/8/2004 12:37:20 PM

shabash acha becha bohet ezet kerta hay beroo ki

Posted on 3/8/2004 12:46:44 PM

hanji mein to hoon hee bohat farmabardar

Posted on 3/8/2004 1:09:16 PM

kiyoon baba ji woh ian ... kiya

Posted on 3/8/2004 1:16:16 PM