Logo

woh shisha pyar ka tootte dair nahin lagt

kaaaaaaash kisi kay bolnay say janat mil
jati
ye to chez hai mahnat say milnay wali

Posted on 3/27/2004 8:34:33 AM

koi hum ko samajh sakey to samajh ley ... yeh dushmani bhi to .....

Posted on 3/27/2004 12:42:08 PM

per kisi main itne samagh kahan ke tumhain smaagh sake...

Posted on 3/30/2004 11:11:26 AM

yes he per ap kjun pooch rahin hain?

Posted on 3/30/2004 11:18:27 AM

kioon ager aap ney us ko id dena hai to do werna na ker doo pooch kioon rahi hoo ke us ney kiya kerna hai.

Posted on 3/30/2004 12:48:45 PM

hmm yeh bhi hai per pata to chale ke usne kerna kiya hai azaam jee app kjun mana ker rahai ho??

Posted on 3/30/2004 1:19:35 PM

kiya nahin kare ga kaun nahin kare ga???

Posted on 3/30/2004 3:09:53 PM

koi kisi ka dil nahi torta
yahan sab aikdoosry say payar karty hain

Posted on 3/31/2004 7:47:55 AM

ho sakta hai per hum ab kaise eitbar karain
ik bar khoya tha pyar abb kaise pyar karain

Posted on 4/1/2004 1:31:15 AM

jo kho dia usay bhool ja
nayee rastoon par safar kar
sari manzilen hain teray liye
khudi pay tu agar aitbaar kary

Posted on 4/1/2004 8:18:22 AM

yeh aitebar hee to nahi aab ho pata
woh manzil na mili per rah gho gayee
woh hum safar to mila
per car kho gayeee


adab arz hai

Posted on 4/1/2004 8:27:05 AM

humsafar ke bina zindagi kiya hai
koi hum se pooche yeh ashqui kiya hai
jis main pyar ker ke kho diya hai
pyar ke badle bhi ik nafrat mili
yeh mila hum ko wafa ka kaisa sila hai

Posted on 4/1/2004 10:27:38 AM

wafaon kay silay nahi manga karty
mohabtoon ki ye reeet purani hai


Posted on 4/2/2004 8:03:11 AM

kissey dekhey kahan    dekhaa na jaeyy
wo dekhaa hain jahaan   dekha na jayy

meri berbadioon per rooney waleyyyy
tujhey mehwey-e-fighaan dekhaa na jayy

zamii logoon se khaalii hoo rahi hai
ye rangey-e-aasmaan dekhaa na jayy

safer hai orr ghoorbat ka safer hai
gham-e-sedd karwaan dekhaa na jayy

kahain aag ur kahain laashoon ke ambaar
bus ik dor-e-zamaan dekhaa naa jayy

puraani soohbatain yaad aa rahi hain
charaaghoon ka doonhaa dekha naa jayy

kahain tum ur kahain hum kiya ghazab hai
ferk-e-jismoon jaan dekhaa na jayy

Posted on 4/2/2004 4:16:36 PM

azaaad sahan bhi jo net par ata hai copy
kar letay hain

Posted on 4/2/2004 5:50:53 PM