Abb kisi aur dua ke liye kiya haath uthaeen 
Ke bas tera hi naam zehan main  a jata hai
Tu rehta hai kis nagri main kjun humse door hai
Yehi khayal sare shaam dil main a jata hai
Kuch tere majbuuri sahi kuch hum majbuur 
dil to kisi majbuuri ko nahe samagh pata hai
 
kahin khayaloon  ki rahoon main kabhi kabhi
tu mere rahoon main hi phool bichata hai 
per yeh to hain sab khawabon khyaloon ki batain 
kahan koi sapna suhana aise hi sach ho jata hai 
 
 
  