acha mere suno appni hai...arz kiya hai....
guzra waqat kabhi haath ata hi nahin 
woh deewane hain jo iska intezar karain 
puri zindagi guzar di bekhabri main 
ab khyal aya ke chalo izhar karain 
kaise bhula dain ishq apna tumare liye
kaise hum dubare tum se pyar karain 
jo bas jate hain ik bar ankhoon main 
phir kaise unko khudh ashkbar karain 
jab toot hi gea woh maan aur bharam
ab kis ko choorain aur kis per eitbar karain 
mughey tum kabhi rahoon se hata na sako gai
ke ab hum zindagi main aur kiya yaar karain 
kaisa hai friends...... 
