mujhay kya marega koi
mein mar khaane ke kaabil nahin
mujh par kyon haat uthaye koi
kya usko zindagi se pyar nahin?
ap ko haath say nahin maraingay, dont u worry...apko shoot keraingay
gussa ya torture kernay kay liye zinda bachogay tub na
jab shooting pack up ho jaye......saman load bhi to karna ho ga...aap ki zaroorat paray gi na tab camera se, phir sahi...kab aaon shootin pe![]()
o dear pak main bohat JAHAZ hain ...kaho to do chaar bhaij doon kaun sa jahaz![]()